ghazal
{421}

 
-- urdu script -- devanagari -- diacritics -- plain roman -- more information --
 

*{421,1}

ham haiñ majrūḥ mājrā hai yih
vuh namak chiṛke hai mazah hai yih

*{421,2}

āg the ibtidā-e ʿishq meñ ham
ab jo haiñ ḳhāk intihā hai yih

 

*{421,5}

shor se apne ḥashr hai par vuh
yūñ nahīñ jāntā kih kyā hai yih