ghazal
{930}

 
 

*{930,1}

mu:trib ne pa;Rhii thii ;Gazal ik miir kii shab ko
majlis me;N bahut vajd kii ;haalat rahii sab ko

*{930,2}

phirte hai;N chunaa;Nchih liye ;xuddaam silaate
darvesho;N ke pairaahan-e .sad-chaak-e qa.sab ko

 

*{930,4}

barso;N ta))ii;N jab ham ne taraddud kiye hai;N tab
pahu;Nchaayaa hai aadam ta))ii;N vaa((i:z ke nasab ko

 

*{930,9}

hogaa kisuu diivaar ke saa))e me;N pa;Raa miir
kyaa rab:t mu;habbat se us aaraam-:talab ko