# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{601} - {625} == |
||
{626} |
ham junuu;N me;N
jo ;xaak u;Raave;Nge dasht me;N aa;Ndhiyaa;N chalaave;Nge |
2 v; M12 |
{627} |
va.sl kii jab se
ga))ii hai chho;R dil-daarii mujhe hijr kii karnii pa;Rii hai naaz-bardaarii mujhe |
2 v; M10 |
{628} |
juu;N juu;N saaqii
to jaam bhartaa hai merii taubah kaa jaan ;Dartaa hai |
3 v; M12 |
{629} |
kyuu;N gardan-e
hilaal abhii se ;Dhalak chalii abruu to yak :taraf palak us kii nahii;N halii |
2 v; M5 |
{630} |
u;Raa barg-e dil
ko dikhaatii hai vaadii kaho kis :tara;h ta))ii;N .sabaa chor baadii |
4 v; M22 |
{631} |
sabho;N ke ;xa:t
liye poshiidah qaa.sid aaj jaataa hai chalaa hai yaar ke kuuche ko aur mujh se chhupaataa hai |
3 v; M20 |
{632} |
sho;x ((aashiq
qad ko tere sarv yaa :tuub;aa kahe kuchh ;Thahartii hii nahii;N ko))ii kahe to kyaa kahe |
2 v; M10 |
{633} |
mire rang-e shikastah
pah ha;Nse hai;N mardumaa;N saare hu))aa huu;N za((faraa;N kaa khet tere ((ishq me;N pyaare |
2 v; M20 |
{634} |
raah aa;Nsuu kii
kab talak takiye ;xuun-e dil hii kaa ab mazah chakhiye |
4 v; M12 |
{635} |
chalii jaatii hii
niklii jaan hai tadbiir kyaa karye mudaavaa se mara.z gu;zraa kaho ab miir kyaa karye |
4 v; M20 |
{636} |
us sitam-diidah
kii .su;hbat se jigar lohuu hai aab ho jaa))e kih yih dil ;xalah-e pahluu hai |
2 v; M13 |
{637} |
((umr gu;zrii kih
tire kuuche ke aane se ga))e duur se ek na:zar dekh ke jaane se ga))e |
1 v; M13 |
{638} |
;hairaan us bhabhuuke
pah sab dosh ho ga))e sham((a-o-chiraa;G bazm me;N ;xaamosh ho ga))e |
1 v; M5 |
{639} |
jo sail sirishk
kaa chale hai daryaa ke bhii ho;N;Th jaa sale hai |
1 v; M8 |
{640} |
aane ke vaqt tum
to kahii;N ke kahii;N rahe ab aa))e tum to faa))idah ham hii nahii;N rahe |
1 v; M5 |
{641} |
naachaar ham to
tujh bin jii maar kar rahe;Nge par us ravish ko terii yih log kyaa kahe;Nge |
1 v; M4 |
{642} |
va((de har roz
rahe aur tum aate hii rahe ham ko dekho kih lage chalne to jaate hii rahe |
1 v; M13 |
{643} |
muhaiyaa jis kane
asbaab mulkii aur maalii the vuh iskandar gayaa yaa;N se to dono;N haath ;xaalii the |
2 v; M20 |
{644} |
muddat hu))ii kih
taab-o-tavaa;N jii chhupaa ga))e betaab kar ke ;xaak me;N ham ko milaa ga))e |
2 v; M5 |
{645} |
kyaa kahuu;N kuchh
bhii us se chhuu;Taa hai mulk-e dil un ne .saaf luu;Taa hai |
2 v; M12 |
{646} |
ham ro ro ke dard-e
dil-e diivaanah kahe;Nge jii me;N hai kabhuu ;haal-e ;Gariibaanah kahe;Nge |
2 v; M7 |
{647} |
yak dam me;N ;xuu;N
to suukhaa mizhgaa;N pah ho ke jaarii kar ai :tapish jigar kii ab tuu hii aab-yaarii |
1 v; M4 |
{648} |
nisbat-e mah hai
duur us gul se vuh shiguftah hai yih giriftah hai |
1 v; M12 |
{649} |
kis ruu se us ke
hogaa to nuq:te se muqaabil ai aaftaab teraa mu;Nh to :tabaaq saa hai |
1 v; M4 |
{650} |
mi.sra((-e zulf
kaa nah paayaa pech shaa((iro;N ne bhii fikr kar dekhe |
1 v; M12 |
== on to
{651} - {675} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|