# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{626} - {650} == |
||
{651} |
kuuchah-e yaar
se nah jaa))e;Nge kaise hii ho;Nge ham ga))e gu;zre |
1 v; M12 |
{652} |
piir-e kan((aa;N
se gayaa kab dard-e ((ishq go mi;sal ho aa;Nkh phuu;Tii piir ga))ii |
1 v; M11 |
{653} |
vaabastah dil-baro;N
ke ;xaamosh hai;N hameshah un saa;hiro;N ne aise mu;Nh ((aashiqo;N ke baa;Ndhe |
1 v; M4 |
{654} |
aarasii aarasii
vuh hai vuh hai yih nah mu;Nh dekhe kii sii mai;N ne kahii |
1 v; M12 |
{655} |
;Gam me;N dil .sabr-o-hosh
ai pyaare haath kaano;N me;N rakh ga))e saare |
1 v; M12 |
{656} |
un ne dekhaa jo
u;Th ke sote se u;R ga))e aa))ine ke tote se |
1 v; M12 |
{657} |
dekhtaa huu;N to
kaam meraa miir avval-e ((ishq hii me;N aa;xir hai |
1 v; M12 |
{658} |
chashm har gul
me;N us kii jaa dekhii usii kii baa;G me;N havaa dekhii |
1 v; M12 |
{659} |
tirii ham-chashm
nargis kyaa .sanam hai likhaa hai gar kahii;N sahv ul-qalam hai |
1v; M21 |
{660} |
naqd-e dil chho;Rte
nahii;N ;xuubaa;N us pah goyaa kih qar.z khaayaa hai |
1 v; M12 |
{661} |
maayuus-e va.sl
us kaa chitvan me;N mat kaho tum jo ho shumaar dam me;N us kii umiid kyaa hai |
1 v; M4 |
{662} |
;xi.zr-e rah ((ishq
me;N nah ;Dhuu;N;Dh kih yaa;N raah kii baat kho))e detii hai |
1 v; M12 |
{663} |
;Gaalib hai ko))ii
din ko ;Dhuu;N;Dho to phir nah paa))o dil raftah raftah ;Gam me;N aadhaa nahii;N rahaa hai |
1 v; M4 |
2 == diivaan-e
duvvum == aa |
||
{664} |
har ;zii-;hayaat
kaa hai sabab jo ;hayaat kaa nikle hai jii hii us ke liye kaa))inaat kaa |
11 v; M5; on v.4 see {128,8}; on v.4 see G{111,1}; on v.5 see {667,1} |
{665} |
jalvah nahii;N
hai na:zm me;N ;husn-e qabuul kaa diivaa;N me;N shi((r gar nahii;N na((t-e rasuul kaa |
9 v; M5; on v.7 see {344,5}; on v.8 see {344,5} |
{666} |
jo mu((taqid nahii;N
hai ((alii ke kamaal kaa har baal us ke tan pah hai muujib vabaal kaa |
9 v; M5 |
*{667} |
la;z;zat se nahii;N
;xaalii jaano;N kaa khapaa jaanaa kab ;xi.zr-o-masii;haa ne marne kaa mazah jaanaa |
16 v; M6; 1, 4, 6, 11, 16; trans. |
*{668} |
haa))e ;xi:taab
kyaa kyaa dekhe ((itaab kyaa kyaa dil ko lagaa ke ham ne khe;Nche ((a;zaab kyaa kyaa |
9 v; M4; 3; on v.4 see {1714,6} |
*{669} |
daaman vasii((
thaa to kaahe ko chashm tar saa ra;hmat ;xudaa kii tujh ko ai abr zor barsaa |
11 v; M4; 2 |
{670} |
te;G-e sitam se
us kii miraa sar judaa hu))aa shukr-e ;xudaa kih haqq-e mu;habbat adaa hu))aa |
9 v; M5 |
{671} |
raftaar-o-:taur-o-:tarz-o-ravish
kaa yih ;Dhab hai kyaa pahle suluuk aise hii tere the ab hai kyaa |
10 v; M5 |
{672} |
jhamke dikhaa ke
:tuur ko jin ne jalaa diyaa aa))ii qiyaamat un ne jo pardah u;Thaa diyaa |
12 v; M5 |
*{673} |
bahuto;N ko aage
thaa yihii aazaar ((ishq kaa jiitaa rahaa hai ko))ii bhii biimaar ((ishq kaa |
12 v; M5; 7; trans. |
{674} |
sitam se go yih
tire kushtah-e vafaa nah rahaa rahe jahaan me;N to der me;N rahaa nah rahaa |
9 v; M25 |
{675} |
karte hii nahii;N
tark butaa;N :taur-e jafaa kaa shaayad hame;N dikhlaave;Nge diidaar ;xudaa kaa |
10 v; M7; on v.2 see {1504,2} |
== on to
{676} - {700} == |