# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{576} - {600} == |
||
*{601} |
dahr bhii miir
:tarfah maqtal hai jo hai so ko))ii dam ko fai.sal hai |
10 v; M12; 1, 7, 8 |
*{602} |
jaa;N-gudaaz utnii
kahaa;N aavaaz-e ((uud-o-chang hai dil ke se naalo;N kaa un pardo;N me;N kuchh aahang hai |
12 v; M10; 1, 2, 6, 11; on v.10 see {602,11} |
{603} |
;xanjar bah kaf vuh jab se
saffaak ho gayaa hai mulk un sitam zado;N kaa sab paak ho gayaa hai |
8 v; M4; on v.5 see {1700,5}; on v.8 see {40,3} |
{604} |
saaqii ghir chaaro;N
or aayaa hai de bhii mai abr-e zor aayaa hai |
5 v; M12 |
*{605} |
faqiiraanah aa))e
.sadaa kar chale kih myaa;N ;xvush raho ham du((aa kar chale |
14 v; M23; 1, 5, 6; trans.; on v.7 see {106,4}; on v.7 see {605,6}; on v.14 see {610,5} |
{606} |
apnaa sar-e shoriidah
to vaqf-e ;xam-e chaugaan hai aa buu al-havas gar ;zauq hai yih go hai yih maidaan hai |
7 v; M3 |
{607} |
;xuub the ve din
kih ham tere giriftaaro;N me;N the ;Gam-zado;N andoh-giino;N :zulm ke maaro;N me;N the |
7 v; M10 |
{608} |
jis jagah daur-e
jaam hotaa hai vaa;N yih ((aajiz mudaam hotaa hai |
9 v; M12; on v.5 see G{19,7} |
*{609} |
betaabiyo;N me;N
tang ham aa))e hai;N jaan se vaqt-e shakeb-e ;xvush kih gayaa darmiyaan se |
9 v; M5; 3 |
*{610} |
chaak par chaak
hu))a juu;N juu;N silaayaa ham ne us garebaa;N hii se ab haath u;Thaayaa ham ne |
10 v; M13; 1, 5, 7; trans.; on v.10 see {429,7} |
*{611} |
:zaalim kahii;N
to mil kabhuu daaruu piye hu))e phirte hai;N ham bhii haath me;N sar ko liye hu))e |
5 v; M5; 1, 2, 3, 5 |
{612} |
karo tavakkul kih
((aashiqii me;N nah yuu;N karoge to kyaa karoge alam jo yih hai to dard-mando kahaa;N talak tum davaa karoge |
9 v; M24 |
{613} |
buu kih ho suu-e
baa;G nikle hai baa))o se ik dimaa;G nikle hai |
7 v; M12; on v.5 see {100,7} |
{614} |
hai ;xaak jaise
reg ravaa;N sab nah aab hai daryaa-e mauj-;xez jahaa;N kaa saraab hai |
9 v; M5 |
{615} |
kyaa kyaa bai;The
biga;R biga;R tum par ham tum se banaa))e ga))e chupke baate;N u;Thaa))e ga))e sar gaa;Re vohii;N aa))e ga))e |
9 v; M01 |
{616} |
udhar se abr u;Th
kar jo gayaa hai hamaarii ;xaak par bhii ro gayaa hai |
5 v; M21; on v.2 see {851,5}; on v.3 see {1112,3} |
*{617} |
((umr bhar ham
rahe sharaabii se dil-e pur-;xuu;N kii ik gulaabii se |
5 v; M12; 1, 3, 5; trans.; on v.4 see {759,5} |
{618} |
din duurii chaman
me;N jo ham shaam kare;Nge taa .sub;h do .sad naalah sar anjaam kare;Nge |
5 v; M7; on v.1 see the meter book, Chapter 6 |
{619} |
rashk-e gulshan
agar tuu naaz kare rang-ruu ko chaman niyaaz kare |
2 v; M12 |
{620} |
nah rah dunyaa me;N
dil-jam((ii se ai insaa;N jo daanaa hai safar kaa bhii rahe ;xa:trah kih us manzil se jaanaa hai |
2 v; M20 |
{621} |
.sub;h se bin ((ilaaj
to ;xvush hai teraa biimaar aaj to ;xvush hai |
2 v; M12 |
{622} |
mire dard-e dil
kaa to yih josh hai kih ((aalam javaan-e siyah-posh hai |
4 v; M23 |
{623} |
sivaa-e sang-dilii
aur kuchh hunar bhii hai butaa;N dilo;N me;N tumhaare ;xudaa kaa ;Dar bhii hai |
2 v; M25 |
{624} |
sun ke .sifat ham
se ;xaraabaat kii ((aql ga))ii zaahid-e bad-;zaat kii |
4 v; M18 |
{625} |
ha;Ns de hai dekhte
hii kyaa ;xuub aadmii hai ma((shuuq bhii hamaaraa ma;hbuub aadmii hai |
2 v; M4 |
== on to
{626} - {650} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|