hu))ii taa;xiir to kuchh baa((i;s-e
taa;xiir bhii thaa
aap aate the magar ko))ii ((inaa;N-giir bhii thaa
tum se be-jaa hai mujhe apnii tabaahii
kaa gilah
us me;N kuchh shaa))ibah-e ;xuubii-e taqdiir bhii thaa
tuu mujhe bhuul gayaa ho to pataa batlaa
duu;N
kabhii fitraak me;N tere ko))ii na;xchiir bhii thaa
qaid me;N hai tire va;hshii ko vuhii
zulf kii yaad
haa;N kuchh-ik ranj-e giraa;N-baarii-e zanjiir bhii thaa
bijlii ik kau;Nd ga))ii aa;Nkho;N ke
aage to kyaa
baat karte kih mai;N lab-tishnah-e taqriir bhii thaa
yuusuf us ko kahuu;N aur kuchh nah
kahe ;xair hu))ii
gar biga;R bai;The to mai;N laa))iq-e ta((ziir bhii thaa
dekh kar ;Gair ko ho kyuu;N nah kalejaa
;Than;Daa
naalah kartaa thaa vale :taalib-e taa;siir bhii thaa
peshe me;N ((aib nahii;N rakhye nah
farhaad ko naam
ham hii aashuftah-saro;N me;N vuh javaa;N miir bhii thaa
ham the marne ko kha;Re paas nah aayaa
nah sahii
aa;xir us sho;x ke tarkash me;N ko))ii tiir bhii thaa
pak;Re jaate hai;N farishto;N ke likhe
par naa-;haq
aadmii ko))ii hamaaraa dam-e ta;hriir bhii thaa
re;xte ke tumhii;N ustaad nahii;N ho
;Gaalib
kahte hai;N agle zamaane me;N ko))ii miir bhii thaa