ka((be me;N jaa rahaa to nah do :ta((nah
kyaa kahii;N
bhuulaa huu;N ;haqq-e .su;hbat-e ahl-e kunisht ko
:taa((at me;N taa rahe nah mai-o-angabii;N
kii laag
doza;x me;N ;Daal do ko))ii le kar bihisht ko
huu;N mun;harif nah kyuu;N rah-o-rasm-e
;savaab se
;Te;Rhaa lagaa hai qa:t qalam-e sar-navisht ko
;Gaalib kuchh apnii sa((ii se lahnaa
nahii;N mujhe
;xirman jale agar nah mala;x khaa))e kisht ko
aa))ii agar balaa to jagah se ;Tale nahii;N
iiraa hii de ke ham ne bachaayaa hai kisht ko