Tughluqabad

Agra Fort, from the Berger Collection

 

Ghazal 150

1 divan verse (out of 3); rhyming elements: aa rakhte the
composed 1835; Arshi #207

{150,1}

zindagii apnii jab is shakl se guzrii ;Gaalib
ham bhii kyaa yaad kare;Nge kih ;xudaa rakhte the

The unpublished verses from this ghazal:

{150,2x}

aur to rakhne ko ham dahr me;N kyaa rakhte the
faqa:t ik shi((r me;N andaaz-e rasaa rakhte the

{150,3x}

us kaa yih ;haal kih ko))ii nah adaa-sanj milaa
aap likhte the ham aur aap u;Thaa rakhte the