raftaar-e ((umr qa:t((-e rah-e i.z:tiraab
hai
is saal ke ;hisaab ko barq aaftaab hai
miinaa-e mai hai sarv nashaa:t-e bahaar
se
baal-e tadarv jalvah-e mauj-e sharaab hai
za;xmii hu))aa hai paashnah paa-e ;sabaat
kaa
ne bhaagne kii gau;N nah iqaamat kii taab hai
jaadaad-e baadah-noshii-e rindaa;N hai
shash jihat
;Gaafil gumaa;N kare hai kih getii ;xaraab hai
na:z:zaarah kyaa ;hariif ho us barq-e
;husn kaa
josh-e bahaar jalve ko jis ke naqaab hai
mai;N naa-muraad dil kii tasallii ko
kyaa karuu;N
maanaa kih tere ru;x se nigah kaamyaab hai
guzraa asad musarrat-e pai;Gaam-e yaar
se
qaa.sid pah mujh ko rashk-e savaal-o-javaab hai