SECTION 2b | *back
to section 2a* (we're now on page *daal , continued*) |
Rusva: All right, Umrao
Jan! Then recite some other ghazal. 1) The night of separation doesn't come
to an end The members of the gathering:
vah vah, praise be to God, what can I say! =========== |
rusvaa
-- umraa))o jaan achchhaa _ to ko))ii aur ;Gazal pa;Rho _ shab-e
farqat basar nahii;N hotii ;hu.z.zaar-e
jalsah -- vaah vaa sub;haan ull;aah kyaa kahnaa _ |
2) The sound of lamentation reached
to the sky Rusva: What a verse she's
composed! (The gathering also praised it.) |
shor-e
faryaad taa falak pahu;Nchaa rusvaa
-- kyaa shi((r kahaa hai ( ;hu.z.zaar ne bhii ta((riif kii ) |
3) The voiceless ones of your street The friends: praise. |
tire
kuuche ke be-navaa))o;N ko a;hbaab
-- ta((riif _ |
4) It was necessary to give up life
for someone Rusva: Vah! Khan Sahib,
just consider this verse! =========== |
jaan
denaa kisii pah laazim thaa rusvaa
-- vaah ! ;xaa;N .saa;hib yih shi((r mulaa;hazah ho _ |
5) It's certain that that one won't
come, nevertheless Khan Sahib: This one too
she composed well. |
hai
yaqii;N vuh nah aa))e;Nge phir bhii ;xaa;N
.saa;hib -- yih bhii ;xuub kahaa _ |
6) Now on what hope is my gaze? Khan Sahib: Has she composed
a good one? 'Persianness' is dripping [from it]. =========== |
[*he*]
ab kis ummiid par na:zar merii ;xaa;N
.saa;hib -- kyaa achchhaa kahaa hai, faarsiyat ;Tapak rahii hai _ |
7) In us captives of passion, oh Hunter, The friends: praise. |
ham
asiiraan-e ((ishq ko .sayyaad a;hbaab
-- ta((riif _ |
8) Even if that gaze is full of misunderstanding Khan Sahib: Indeed, that's
how it should be. She's composed a fine one. |
;Gala:t-andaaz
hii sahii vuh na:zar ;xaa;N
.saa;hib -- haa;N honaa chaahiye _ ;xuub kahaa hai _ |
9) Oh Ada, we will never agree-- Khan Sahib: What a closing-verse
she's composed! Here you mention your own experience, and people's opinion
is against that. |
ay
adaa ham kabhii nah maane;Nge ;xaa;N
.saa;hib -- kyaa maq:ta(( kahaa hai _ yih aap apnaa tajrubah bayaan
kartii hai;N _ aur logo;N kii raa))e us ke ;xilaaf hai _ |
Rusva: All right, please
just recite it again. Umrao Jan recited it again. Rusva: To me it seems that both aspects of this theme can emerge from this verse. Khan Sahib: Truly, Mirza Sahib, what a fine utterance she's composed! The friends: From closing-verse to opening-verse, the ghazal is in a single mood. Agha Sahib: Be pleased to consider the placing ['seating'] of the words be considered. Pandit Sahib: What gold-scattering she's performed! Umrao Jan: (standing up) [taslim] |
rusvaa
-- achchaa ;zaraa phir to pa;Rhiye _ umraa))o jaan ne phir pa;Rhaa _ rusvaa -- mujhe to aisaa ma((luum hotaa hai kih is ma.zmuun ke dono;N pahluu is shi((r se nikal sakte hai;N _ ;xaa;N .saa;hib -- vaaqi((a mirzaa .saa;hib kyaa ;xuub baat kahii _ a;hbaab -- ;Gazal az maq:ta(( taa ma:tla(( ek rang me;N hai _ aa;Gaa .saa;hib : -- nishast-e alfaa:z mulaa;ha:zah kiijiye _ pa;N;Dit .saa;hib -- kyaa zar-afshaanii kii hai _ umraa))o jaan -- ( kha;Rii ho ke ) tasliim _ |
-- UMRAO JAN index page -- Platts Dictionary -- Glossary -- fwp's main page -- |