ghazal
{1352}

 
 

*{1352,1}

hu))aa jo dil ;xuu;N ;xaraabii aa))ii har ek a((.zaa me;N hai futuur ab
;havaas gum hai;N dimaa;G kam hai rahaa-sahaa bhii gayaa shu((uur ab

*{1352,2}

mare;Nge ;Gaa))ib hazaar yuu;N to na:zar me;N hargiz nah laavegaa tuu
kare;Nge .zaa))i(( ham aap hii ko bah tang ho kar tire ;hu.zuur ab

*{1352,3}

vujuub-o-imkaa;N me;N kyaa hai nisbat kih miir bande kaa pesh-e .saa;hib
nahii;N hai honaa .zaruur kuchh to mujhe bhii honaa hai kyaa .zaruur ab