#
|
First
verse of the ghazal
|
Notes
|
|
== back to {1326} - {1350} ==
|
|
{1351}
|
vafaadaarii ne jii maaraa hamaaraa
usii me;N hogaa kuchh vaaraa hamaaraa |
4 v; M21 |
4 == diivaan-e chahaarum == b
|
||
*{1352}
|
hu))aa jo dil ;xuu;N-;xaraabii aa))ii
har ek a((.zaa me;N hai fatuur ab
;havaas gum hai;N dimaa;G gum hai rahaa sahaa bhii gayaa sha((uur ab |
3 v; M24; 1, 2, 3 (the whole ghazal) |
{1353}
|
kyaa ga))ii jaan-o-dil se taab shitaab
aa;Nsuu aate hai;N ab shitaab shitaab |
7 v; M12 |
*{1354}
|
bekaar bhii darkaar hai;N sarkaar me;N
.saa;hib
aate hai;N khi;Nche ham kabhuu be-gaar me;N .saa;hib |
10 v; M7; 3 |
{1355}
|
dard sar kaa pahar pahar hai ab
zindagaanii hii dard-e sar hai ab |
5 v; M12 |
{1356}
|
josh rone kaa mujhe aayaa hai ab
diidah-e tar abr saa chhaayaa hai ab |
7 v; M11 |
*{1357}
|
kyaa kare;N tadbiir dil maqduur se
baahar hai ab
naa-umiid us zindagaanii karne se ak;sar hai ab |
7 v; M10; 7 |
{1358}
|
;xilaaf-e va((dah bahut hu))e ho ko))ii
to va((dah vafaa karo ab
milaa ke aa;Nkhe;N daro;G kahnaa kahaa;N talak kuchh ;hayaa karo ab |
3 v; M24 |
{1359}
|
yaar meraa bahut hai yaar-fareb
makr hai ((ahd sab qaraar-fareb |
4 v; M12 |
{1360}
|
ko))ii apnaa nah yaar hai nah ;habiib
us sitamgar ke ham hai;N shahr ;Gariib |
2 v; M12 |
4 == diivaan-e chahaarum == t
|
||
{1361}
|
jab se aa;Nkhe;N lagii hai;N hamaarii
nii;Nd nahii;N aatii hai raat
takte raah rahe hai;N din ko aa;Nkho;N me;N jaatii hai raat |
5 v; M01; on v.4 see {1896,6} |
{1362}
|
der kab rahnaa mile hai yaa;N nahii;N
mahlat bahut
;ze kise fur.sat sipahr duu;N hai kam-e fur.sat bahut |
9 v; M10 |
{1363}
|
chashm rahne lagii pur-aab bahut
shaayad aavegaa ;xuun-naab bahut |
6 v; M12 |
{1364}
|
dil ne kaam kiye .zaa))i(( dil-bar hai
dil-;xvaah bahut
qadr bahut hii kam hai dil kii par dil me;N hai chaah bahut |
7 v; M01 |
{1365}
|
kartaa hai garchih yaaro;N se vuh
;Te;Rhii baa;Nkii baat
par kyaa hii dil ko lagtii hai us bad-zabaa;N kii baat |
5 v; M5 |
4 == diivaan-e chahaarum == ;s
|
||
{1366}
|
nahii;N gar cho;T dil par
giryah-o-zaarii kaa kyaa baa((i;s
rukan kaahe ko chashm-e tar kii ;xuu;N-baarii kaa kyaa baa((i;s |
3 v; M20 |
{1367}
|
((ahd us kaa ;Gala:t qaraar ((aba;s
dil hamaaraa hai be-qaraar ((aba;s |
5 v; M12 |
4 == diivaan-e chahaarum == j
|
||
{1368}
|
;haal buraa hai tum ko ham se utnii
;Gaflat kyaa hai aaj
ko))ii gha;Rii to paas raho yaa;N pahro;N fur.sat kyaa hai aaj |
5 v; M01 |
{1369}
|
ham to lab-e ;xvush-rang ko us ke
maanaa la((l-e a;hmar aaj
aur ;Guruur se un ne ham ko jaanaa kankar patthar aaj |
11 v; M01 |
4 == diivaan-e chahaarum == ch
|
||
*{1370}
|
aage to rasm dostii kii thii jahaa;N ke
biich
ab kaise log aa))e zamiin aasmaa;N ke biich |
9 v; M5; 1, 2, 3, 5; on v.4 see {1160,4} |
{1371}
|
.suurat phire nah yaar kii kyuu;N
chashm-e tar ke biich
taa;siir hegii ahl-e vafaa ke hunar ke biich |
8 v; M5 |
{1372}
|
ranj kyaa kyaa ham ne khe;Nche dostii
yaarii ke biich
kyaa hu))ii taq.siir us kii naaz-bardaarii ke biich |
8 v; M10; on v.5 see {1820,8} |
*{1373}
|
gul man((akas hu))e hai;N bahut aab-juu
ke biich
jaa-e sharaab paanii bhare;Nge sabuu ke biich |
5 v; M5; 1, 3, 4, 5 |
4 == diivaan-e chahaarum == ;h
|
||
*{1374}
|
kyaa ham bayaa;N kisuu se kare;N apne
haa;N kii :tar;h
kii ((ishq ne ;xaraabii se us ;xaandaa;N kii :tar;h |
9 v; M5; 1, 7, 9 |
{1375}
|
mar gayaa farhaad jaise marte baare us
:tara;h
sar ko))ii patthar se maare bhii to maare us :tara;h |
5 v; M10; on v.5 see {1460,3}; on v.5 see {1719,1} |
|
== on to {1376} - {1400} ==
|
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap -- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org
--
|