sitam-kash ma.sla;hat se huu;N kih ;xuubaa;N
tujh pah ((aashiq hai;N
takalluf bar-:taraf mil jaa))egaa tujh-saa raqiib aa;xir
rag-e gul jaadah-e taar-e nigah se ;had muvaafiq hai
mile;Nge manzil-e ulfat me;N ham aur ((andaliib aa;xir
asad kii :tar;h merii bhii ba;Gair-e .sub;h-ru;xsaaraa;N
hu))ii shaam-e javaanii ai dil-e ;hasrat-na.siib aa;xir