;Gam nahii;N hotaa hai aazaado;N ko
besh az yak nafas
barq se karte hai;N raushan sham((-e maatam-;xaanah ham
ma;hfile;N barham kare hai ganjifah-baaz-e
;xayaal
hai;N varaq-gardaanii-e nairang-e yak but-;xaanah ham
baa-vujuud-e yak jahaa;N hangaamah paidaa))ii
nahii;N
hai;N chiraa;Gaan-e shabistaan-e dil-e parvaanah ham
.zu((f se hai ne qanaa((at se yih tark-e
just-juu
hai;N vabaal-e takyah-gaah-e himmat-e mardaanah ham
daa))im ul-;habs us me;N hai;N laakho;N
tamannaa))e;N asad
jaante hai;N siinah-e pur-;xuu;N ko zindaa;N-;xaanah ham
baskih hai;N bad-mast-e bishkan-bishkan-e mai-;xaanah ham
muu-e shiishah ko samajhte hai;N ;xa:t-e paimaanah ham
baskih har yak muu-e zulf afshaa;N se hai taar-e shu((aa
panjah-e ;xvurshiid ko samjhe hai;N dast-e shaanah ham
mashq-e az-;xvud-raftagii se hai;N bah gulzaar-e ;xayaal
aashnaa ta((biir-e ;xvaab-e sabzah-e begaanah ham
far:t-e be-;xvaabii se hai;N shab'haa-e hijr-e yaar me;N
juu;N zabaan-e sham((a daa;G-e garmii-e afsaanah ham
shaam-e ;Gam me;N soz-e ((ishq-e aatish-e ru;xsaar se
par-fashaan-e so;xtan hai;N .suurat-e parvaanah ham
;hasrat-e ((ar.z-e tamannaa yaa;N se samjhaa chaahiye
do-jahaa;N ;hashr-e zabaan-e ;xushk hai;N juu;N shaanah ham
kishtii-e ((aalam bah :tuufaan-e ta;Gaaful de kih hai;N
((aalam-e aab-e gudaaz-e jauhar-e afsaanah
ham
va;hshat-e be-rab:tii-e pech-o-;xam-e hastii nah puuchh
nang-e baaliidan hai;N juu;N muu-e sar-e diivaanah ham