ham se khul jaa))o bah vaqt-e mai-parastii
ek din
varnah ham chhe;Re;Nge rakh kar ((u;zr-e mastii ek din
;Garrah-e auj-e binaa-e ((aalam-e imkaa;N
nah ho
is bulandii ke na.siibo;N me;N hai pastii ek din
qar.z kii piite the mai lekin samajhte
the kih haa;N
rang laavegii hamaarii faaqah-mastii ek din
na;Gmah'haa-e ;Gam ko bhii ai dil ;Ganiimat
jaaniye
be-.sadaa ho jaa))egaa yih saaz-e hastii ek din
dhaul-dhappaa us saraapaa-naaz kaa shevah
nahii;N
ham hii kar bai;The the ;Gaalib pesh-dastii ek din