| ghazal |
|
mere sang-e mazaar par farhaad
rakh ke teshah kahe hai yaa ustaad
;xaak bhii sar pah ;Daalne ko nahii;N
kis ;xaraabe me;N ham hu))e aabaad
naa-muraadii ho jis pah parvaanah
vuh jalaataa phire chiraa;G-e muraad