ghazal |
tujhe bhii yaar apnaa yuu;N to ham har baar kahte hai;N
vale kam hai;N bahut ve log jin ko yaar kahte hai;N
mu((aa;z-all;aah da;xl-e kufr ho islaam me;N kyuu;N hii
;Gala:t aur puuch naa-ma((quul ba((.ze yaar kahte hai;N
((alam ko kab hai vaj'h-e tasmiyah laazim samajh dekho
sulaimaanii me;N kyaa zunnaar hai
zunnaar kahte hai;N
((ajab hote hai;N shaa((ir bhii mai;N is firqe kaa ((aashiq huu;N
kih be-dha;Rke bharii majlis me;N yih asraar kahte hai;N