#
|
First verse of the ghazal | Notes |
|
== back to {1} - {25} ==
|
|
*{26}
|
hamaare aage tira jab kisuu ne naam
liyaa
dil-e sitam-zadah ko ham ne thaam thaam liyaa |
7 v; M25; 6 |
{27}
|
sair ke qaabil hai dil .sad paarah us
na;xchhiir kaa
jis ke har ;Tuk;Re me;N ho paivast paikaa;N tiir kaa |
12 v; M10 |
*{28}
|
shab dard-o-;Gam se ((ar.sah mire jii
pah tang thaa
aayaa shab-e firaaq thii yaa roz-e jang thaa |
6 v; M5; 5 |
*{29}
|
dil me;N bharaa z baskih ;xayaal-e
sharaab thaa
maanind aa))ine ke mire ghar me;N aab thaa |
5 v; M5; 3 |
{30}
|
kyaa :tara;h hai aashnaa gaahe kahe naa
aashnaa
yaa to begaane hii rahye huujiye yaa aashnaa |
13 v; M10; on v.11, see {84,4}; v.12 in Persian, attrib. to Sa'ib; on v.13, see {84,4} |
*{31}
|
gul ko ma;hbuub ham qiyaas kiyaa
farq niklaa bahut jo baas kiyaa |
9 v; M12; 1, 2, 6, 9 |
{32}
|
muft aabruu-e zaahid-e ((allaamah le
gayaa
ik mu;G bachah utaar ke ((ammamah le gayaa |
4 v; M5 |
{33}
|
ay tuu kih yaa;N se ((aaqibat-e kaar
jaa))egaa
;Gaafil nah rah kih qaafilah ik baar jaa))egaa |
9 v; M5; on v.3 see {11,7} |
{34}
|
kyaa kahuu;N kaisaa sitam ;Gaflat se
mujh par ho gayaa
qaafilah jaataa rahaa mai;N .sub;h hote so gayaa |
5 v; M10 |
{35}
|
mat ho dushman ai falak mujh paaymaal-e
raah kaa
;xaak-uftaadah huu;N mai;N bhii ik faqiir all;aah kaa |
9 v; M10 |
*{36}
|
aisii galii ik shahr-e islaam nahii;N
rakhtaa
jis kuuche me;N vuh but .sad bad-naam nahii;N rakhtaa |
9 v; M6; 3 |
*{37}
|
;xuubii kaa us kii bas kih :talab-gaar
ho gayaa
gul baa;G me;N gale kaa mire haar ho gayaa |
9 v; M5; 3 |
{38}
|
tiir jo us kamaan se niklaa
jigar-e mur;G jaan se niklaa |
9 v; M12 |
*{39}
|
garmii se mai;N to aatish-e ;Gam kii
pighal gayaa
raato;N ko rote rote hii juu;N sham((a gal gayaa |
7 v; M5; 1, 2, 3, 6 |
*{40}
|
sunaa hai ;haal tire kashtagaa;N
bicharo;N kaa
hu))a nah gor ga;Rhaa un sitam ke maaro;N kaa |
13 v; M25; 3; on v.5 see G{19,1} |
{41}
|
dil samjhaa nah mu;habbat ko kuchh un
ne kyaa yih ;xayaal kiyaa
;xuun ho bah sab aaphii gayaa ((ishq-e ;husn-o-jamaal kiyaa |
5 v; M01; on v.4 see {1337,1}; on v.1, for the scansion of the second line, see SSA v.1, p.177 |
*{42}
|
guzraa banaa-e char;x se naalah pagaah
kaa
;xaanah ;xaraab huujiyo us dil kii chaah kaa |
10 v; M5; 4; in SSA this and the following are in reverse order |
*{43}
|
dil se shauq-e ru;x-e nikuu nah gayaa
jhaa;Nknaa taakna kabhuu nah gayaa |
5 v; M12; 1, 2, 3, 5 |
{44}
|
gul-o-bulbul bahaar me;N dekhaa
ek tujh ko hazaar me;N dekhaa |
7 v; M12 |
*{45}
|
ka))ii din suluuk-e vidaa((a kaa mire
dar pa))-e dil-e zaar thaa
kabhuu dard thaa kabhuu daa;G thaa kabhuu za;xm thaa kabhuu vaar thaa |
8 v; M28; 1, 2, 6, 7 |
*{46}
|
mihr kii tujh se tavaqqu(( thii
sitam-gar niklaa
mom samajhe the tire dil ko so patthar niklaa |
7 v; M13; 4; on v.2 see G{137,2} |
{47}
|
rahe ;xayaal tunuk ham bhii
ruu-siyaaho;N kaa
lage ho ;xuun bahut karne be-gunaaho;N kaa |
9 v; M25 |
*{48}
|
us kaa ;xiraam dekh ke jaayaa nah
jaa))egaa
ai kabk phir ba;haal bhii aayaa nah jaa))egaa |
10 v; M5; 1, 6, 7 |
*{49}
|
aisaa tiraa rah-gu;zar nah hogaa
har gaam pah jis me;N sar nah hogaa |
10 v; M8; 3 |
{50}
|
;Gam us ko saarii raat sunaayaa to kyaa
hu))aa
yaa roz u;Th ke sar ko phiraayaa to kyaa hu))aa |
9 v; M5 |
== on to {51} - {75} ==
|