# |
First verse of the ghazal | Notes |
1 == diivaan-e avval
== aa |
||
{01} |
thaa musta((aar
;husn se us ke jo nuur thaa ;xvurshiid me;N bhii us hii kaa ;zarrah :zuhuur thaa |
11 v; M5; on v.3 see {922,5} |
*{02} |
kyaa mai;N bhii
pareshaanii-e ;xaa:tir se qarii;N thaa aa;Nkhe;N to kahii;N thii;N dil-e ;Gam-diidah kahii;N thaa |
7 v; M7; 1, 2, 4, 5 |
*{03} |
nikle hai chashmah
jo ko))ii josh-zanaa;N paanii kaa yaad-dah hai vuh kisuu chashm kii giryaanii kaa |
9 v; M13; 1, 4, 8 |
{04} |
jaamah-e mastii-e
((ishq apnaa magar kam-gher thaa daaman-e tar kaa mire daryaa hii kaa saa pher thaa |
3 v; M10 |
{05} |
is ((ahd me;N il;aahii
mu;habbat ko kyaa hu))aa chho;Raa vafaa ko un ne muruvvat ko kyaa hu))aa |
7 v; M5 |
*{06} |
shab-e hijr me;N
kam ta:zallum kiyaa kih ham-saa))igaa;N par tara;h;hum kiyaa |
5 v; M23; 1, 2, 3; on v.4 see {722,10}; on v.4 see {1350,2}; trans. |
**{07} |
ul;Tii ho ga))ii;N
sab tadbiire;N kuchh nah davaa ne kaam kiyaa dekhaa is biimaarii-e dil ne aa;xir kaam tamaam kiyaa |
15 v; M01; 1, 2, 4, 6, 10, 12, 14; all verses discussed; trans.; special anthology of translations provided |
{08} |
chaman me;N gul
ne jo kal da((v;aa-e jamaal kiyaa jamaal-e yaar ne mu;Nh us kaa ;xuub laal kiyaa |
7 v; M25 |
{09} |
dekhegaa jo tujh
ruu ko so ;hairaan rahegaa vaabastah tire muu kaa pareshaan rahegaa |
7 v; M7; trans. |
{10} |
taa gor ke uupar
vuh gul-andaam nah aayaa ham ;xaak ke aasuudo;N ko aaraam nah aayaa |
7 v; M7 |
*{11} |
jis sar ko ;Garuur
aaj hai yaa;N taaj-varii kaa kal us pah yahii;N shor hai phir nau;hah-garii kaa |
11 v; M7; 1, 3, 4, 6, 7, 10; trans. |
*{12} |
mu;Nh takaa hii
kare hai jis tis kaa ;hairatii hai yih aa))inah kis kaa |
7 v; M12; 1, 2, 4, 5, 6; on v.3 see {7,8} |
{13} |
vuh ik ravish se
khole hu))e baal ho gayaa sunbal chaman kaa muft me;N paa-maal ho gayaa |
5 v; M5 |
*{14} |
be-taab jii ko dekhaa
dil ko kabaab dekhaa jiite rahe the kyuu;N ham jo yih ((a;zaab dekhaa |
7 v; M4; 1, 4, 7 |
*{15} |
dil baham pahu;Nchaa
badan me;N tab se saaraa tan jalaa aa pa;Rii yih aisii chingaarii kih pairaahan jalaa |
9 v; M10; 1, 2, 3, 5, 9; trans. |
{16} |
;haal-e dil miir
kaa ro ro ke sab ai maah sunaa shab ko al-qi.s.sah ((ajab qi.s.sah-e jaa;N-kaah sunaa |
4 v; M13 |
*{17} |
jab junuu;N se
hame;N tavassul thaa apnii zanjiir-e paa hii kaa ;Gul thaa |
9 v; M12; 1, 2, 3, 8 |
{18} |
aage jamaal-e yaar
ke ma((;zuur ho gayaa gul ik chaman me;N diidah-e be-nuur ho gayaa |
9 v; M5 |
*{19} |
farhaad haath teshe
pah ;Tuk rah ke ;Daaltaa patthar tale kaa haath hii apnaa nikaaltaa |
5 v; M5; 1, 4, 5; trans. |
*{20} |
gul sharm se bah
jaa))egaa gulshan me;N ho kar aab saa burqa(( se gar niklaa kahii;N chahrah tiraa mahtaab saa |
|
*{21} |
mar rahte jo gul
bin to saaraa yih ;xalal jaataa niklaa hii nah jii varnah kaa;N;Taa saa nikal jaataa |
9 v; M6; 1, 2, 9 |
{22} |
sunyo jab vuh kabhuu
savaar hu))aa taa bah ruu;h al-amii;N shikaar hu))aa |
7 v; M12 |
*{23} |
maanind-e sham((-e
majlis shab ashk-baar paayaa al-qi.s.sah miir ko ham be-i;xtiyaar paayaa |
7 v; M4; 1, 4, 7 |
*{24} |
maaraa zamii;N
me;N gaa;Raa tab us ko .sabr aayaa us dil ne ham ko aa;xir yuu;N ;xaak me;N milaayaa |
12 v; M4; 2; on v.12 see {451,5} |
*{25} |
shikvah karuu;N
mai;N kab tak us apne mihrbaa;N kaa al-qi.s.sah raftah raftah dushman hu))aa hai jaa;N kaa |
19 v; M4; 1, 2, 4, 9, 15 |
== on to
{26} - {50} == |