# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{651} - {675} == |
||
{676} |
rahtaa hai ha;D;Diyo;N
se mirii jo humaa lagaa kuchh dard ((aashiqii kaa use bhii mazah lagaa |
9 v; M5 |
{677} |
;xa:t se vuh zor-e
.safaa-e ;husn ab kam ho gayaa chaah-e yuusuf thaa ;zaqan so chaah-e rustam ho gayaa |
10 v; M10 |
{678} |
kaifii ho kyuu;N to naaz se
phir garm-e rah hu))aa barso;N se .suufiyo;N kaa mu.sall;aa to tah hu))aa |
5 v; M5 |
{679} |
ma;zkuur merii
so;xtagii kaa jo chal pa;Raa majlis me;N sun sapand yakaayak uchhal pa;Raa |
7 v; M5 |
{680} |
dil far:t-e i.z:tiraab
se siimaab saa hu))aa chahrah tamaam zard zar-e naab saa hu))aa |
10 v; M5 |
{681} |
dekh aarsii ko
yaar hu))aa ma;hv naaz kaa ;xaanah-;xaraab huujiyo aa))iinah-saaz kaa |
9 v; M5 |
{682} |
;Gam abhii kyaa
ma;hshar-e mashhuur kaa shor saa hai to valekin duur kaa |
9 v; M11 |
{683} |
na:zar me;N :taur
rakh us kam-numaa kaa bharosaa kyaa hai ((umr-e be-vafaa kaa |
12 v; M21 |
*{684} |
vuh turk-e mast
kisuu kii ;xabar nahii;N rakhtaa kih mai;N shikaar-e zubuu;N huu;N jigar nahii;N rakhtaa |
9 v; M25; 1, 3, 5, 9 |
{685} |
gayaa mai;N jaan
se vuh bhii jo ;Tuk aataa to kyaa hotaa qadam do saath merii na((sh ke jaataa to kyaa hotaa |
7 v; M20 |
*{686} |
mai;N ;Gash kiyaa
jo ;xa:t le udhar naamah bar chalaa ya((nii kih far:t-e shauq se jii bhii udhar chalaa |
9 v; M5; 1, 3, 5, 9 |
{687} |
vuh sho;x ham ko
paa))o;N tale hai malaa kiyaa is dil ne kis balaa me;N hame;N mubtalaa kiyaa |
5 v; M5 |
{688} |
is mauj-;xez dahr
me;N tuu hai ;habaab saa aa;Nkhe;N khule;N tirii to yih ((aalam hai ;xvaab saa |
10 v; M5; on v.1 see {178,3} |
*{689} |
kab lu:tf-e zabaanii
kuchh us ;Gunchah-dahan kaa thaa barso;N mile par ham se .sarfah hii su;xan kaa thaa |
9 v; M6; 1, 2, 3, 6; trans. |
{690} |
yih ravish hai
dilbaro;N kii nah kisuu se saaz karnaa ko))ii ;xaak se ho yaksaa;N vuhii un ko naaz karnaa |
7 v; M27 |
{691} |
ek aan us zamaane
me;N yih dil nah vaa hu))aa kyaa jaaniye kih miir zamaane ko kyaa hu))aa |
15 v; M5 |
{692} |
us kaam jaan-o-dil
se jo ko))ii judaa hu))aa dekhaa phir us ko ;xaak me;N ham ne milaa hu))aa |
12 v; M5 |
*{693} |
kal dil aazurdah
gulistaa;N se gu;zar ham ne kiyaa gul lage kahne kaho mu;Nh nah udhar ham ne kiyaa |
10 v; M13; 1, 2, 4, 6, 7, 9; trans. |
*{694} |
is qadar aa;Nkhe;N
chhupaataa hai tuu ai ma;Gruur kyaa ;Tuk na:zar iidhar nahii;N kah us se hai man:zuur kyaa |
10 v; M10; 1, 2, 3 |
*{695} |
juu;N abr qiblah
dil hai nihaayat hii bhar rahaa ronaa miraa sunoge kih :tuufaan kar rahaa |
9 v; M5; 6 |
*{696} |
dil dafata:n junuu;N
kaa muhaiyaa saa ho gayaa dekhii kahaa;N vuh zulf kih saudaa saa ho gayaa |
5 v; M5; 5 |
{697} |
dil kii vaa-shud
ke liye kal baa;G me;N mai;N ;Tuk gayaa sun gilah bulbul se gul kaa aur bhii jii ruk gayaa |
5 v; M10 |
{698} |
phirtaa hai zindagii
ke liye aah ;xvaar kyaa us vahm kii namuud kaa hai i((tibaar kyaa |
13 v; M5; on v.11 see {1590,1} |
{699} |
;Gunchah hii vuh
dahaan hai goyaa ho;N;Th par rang paan hai goyaa |
9 v; M12 |
*{700} |
un sa;xtiyo;N me;N
kis kaa miilaan ;xvaab par thaa baalii;N kii jaa))e har shab yaa;N sang zer-e sar thaa |
13 v; M4; 1, 5, 11, 12 |
== on to
{701} - {725} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|