# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{676} - {700} == |
||
{701} |
te;G le kar kyuu;N
to ((aashiq par gayaa zer-e lab jab kuchh kahaa vuh mar gayaa |
7 v; M11 |
{702} |
jii ruk ga))e ai
hamdam dil ;xuun ho bhar aayaa ab .zab:t kare;N kab tak mu;Nh tak to jigar aayaa |
11 v; M6; on v.7 see {757,2} |
{703} |
yaar hai miir kaa
magar gul-saa kih sa;har naalah-kash hai bulbul-saa |
9 v; M12 |
{704} |
chaman me;N jaa
ke jo mai;N garm-e va.sf-e yaar hu))aa gul ishtiyaaq se mere gale kaa haar hu))aa |
7 v; M25 |
*{705} |
ek dil ko hazaar
daa;G lagaa andaruune me;N jaise baa;G lagaa |
5 v; M12; 5 |
{706} |
te;G kii apnii
.sifat likhte jo kal vuh aa gayaa ha;Ns ke us parche ko mere hii gale ba;Ndhvaa gayaa |
10 v; M10; on v.4 see {700,5}; on v.4 see {1357,7} |
{707} |
dil ((ishq me;N
;xuu;N dekhaa aa;Nkho;N ko gayaa dekhaa pai;Gambar-e kan((aa;N ne dekhaa nah kih kyaa dekhaa |
7 v; M6 |
{708} |
naa-gah jo vuh
.sanam sitam-iijaad aa gayaa dekhe se :taur us ke ;xudaa yaad aa gayaa |
5 v; M5 |
{709} |
garm mujh so;xtah
ke paas se jaanaa kyaa thaa aag lene magar aa))e the yih aanaa kyaa thaa |
7 v; M13 |
*{710} |
vaarid-e gulshan
;Gazal-;xvaa;N vuh jo dil-bar vaa;N hu))aa daaman-e gul giryah-e ;xuunii;N se sab afshaa;N hu))aa |
11 v; M10; 11 |
*{711} |
aayaa hai abr jab
kaa qible se tiiraa tiiraa mastii ke ;zauq me;N hai;N aa;Nkhe;N bahut hii ;xiiraa |
9 v; M4; 1, 5, 6, 9; trans.; qaafiyah spelling problems with h |
{712} |
yaa;N apnii aa;Nkhe;N
phir ga))ii;N par vuh nah aa phiraa dekhaa nah bad-gumaan hamaaraa bhalaa phiraa |
12 v; M5 |
{713} |
phirye kab tak
shahr me;N ab suu-e .sa;hraa ruu kiyaa kaam apnaa is junuu;N me;N ham ne bhii yak suu kiyaa |
9 v; M10; on v.5 see {869,5} |
{714} |
((aashiq tire laakho;N
hu))e mujh saa nah phir paidaa hu))aa tujh par ko))ii ai kaam jaa;N dekhaa nah yuu;N martaa hu))aa |
9 v; M3 |
{715} |
tamaam roz jo kal
mai;N piye sharaab phiraa bah saan-e jaam liye diidah-e pur-aab phiraa |
7 v; M25; on v.7 see G{4,8x} |
{716} |
le rang-e be-;sabaatii
yih gulsitaa;N banaayaa bulbul ne kyaa samajh kar yaa;N aashiyaa;N banaayaa |
11 v; M4; on v.1 see {689,3}; on v.8 see {66,2} |
{717} |
us kaam-e jaan-o-dil ne ((aalam kaa jaan maaraa zulfo;N kii char-hamii se bar-ham jahaan maaraa |
9 v; M4 |
yih miir-e sitam-kushtah
kisuu vaqt javaa;N thaa andaaz su;xan kaa sabab-e shor-o-fu;Gaa;N thaa |
9 v; M7; trans.; on v.2 see {949,5} | |
{719} |
((ishq ko biich
me;N yaa rab to nah laayaa hotaa yaa tan-e aadmii me;N dil nah banaayaa hotaa |
10 v; M13; on v.2 see {66,7}; on v.7 see {66,7} |
{720} |
mak;s-e :taala((
dekh vuh iidhar ko chal kar rah gayaa raat jo thii chaa;Nd saa ghar se nikal kar rah gayaa |
9 v; M10; on v.9 see {23,7} |
*{721} |
:tariiq ;xuub hai
aapas me;N aashnaa))ii kaa nah pesh aave agar mar;halah judaa))ii kaa |
11 v; M25; 1, 3, 5, 8, 11; on v.9 see {74,9} |
*{722} |
yih raftagii bhii
hotii hai jii hii chalaa gayaa kul ;haal miir dekh ke ;Gash mujh ko aa gayaa |
12 v; M5; 10 |
{723} |
soz-e daruu;N se
aa;xir bhasmant dil ko paayaa us aag ne bha;Rak kar dar-bast ghar jalaayaa |
10 v; M4 |
*{724} |
nuktah mushtaaq-o-yaar hai apnaa shaa((irii to shi((aar hai apnaa |
7 v; M12; 1, 2, 5 |
{725} |
ruu-kash hu))aa
jo shab vuh baalaa-e baam niklaa maah-e tamaam yaaro kyaa naa-tamaam niklaa |
5 v; M4 |
== on to
{726} - {750} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|