# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{726} - {750} == |
||
{751} |
be-:taaqatii me;N
tuu to ai miir mar rahegaa aisii :tapish se dil kii ko))ii jigar rahegaa |
9 v; M4 |
{752} |
pand-go mushfiq
((aba;s meraa na.sii;hat-gar hu))aa sa;xtiyaa;N jo mai;N bahut khe;Nchii;N so dil patthar hu))aa |
11 v; M10 |
{753} |
;Tapaktii palko;N
se ruumaal jis gha;Rii sarkaa :taraf hu))aa nah kabhuu abr-e diidah-e tar kaa |
12 v; M25; on v.4 see {1853x,2} |
{754} |
;halqah hu))ii
vuh zulf kamaa;N ko chhupaa rakhaa :taaq-e buland par use sab ne u;Thaa rakhaa |
10 v; M5 |
{755} |
mai;N javaanii
me;N mai-parast rahaa gardan-e shiishah hii me;N dast rahaa |
7 v; M12 |
{756} |
chaman bhii tiraa
((aashiq-e zaar thaa gul-e sur;x ik zard ru;xsaar thaa |
7 v; M23 |
*{757} |
dil gayaa muft
aur dukh paayaa ho ke ((aashiq bahut mai;N pachtaayaa |
5 v; M12; 1, 2, 4, 3 |
{758} |
chaak kar siinah
dil me;N phe;Nk diyaa khe;Nche ii;zaa hameshah kis kii balaa |
3 v; M12; rhyme only aa , no consonant |
*{759} |
andoh-o-;Gam ke
josh se dil ruk ke ;xuu;N hu))aa ab ke mujhe bahaar se aage junuu;N hu))aa |
7 v; M5; 5 |
*{760} |
mu;Nh par us aaftaab
ke hai yih niqaab kyaa pardah rahaa hai kaun saa ham se ;hijaab kyaa |
10 v; M5; 1, 8, 9, 10 |
{761} |
ay nukiile yih
thii kahaa;N kii adaa khab ga))ii jii me;N terii baa;Nkii adaa |
5 v; M12 |
*{762} |
rahaa mai;N to
((izzat kaa i((zaaz kartaa chalaa ((ishq ;xvaarii ko mumtaaz kartaa |
7 v; M22; 6 |
{763} |
((iid-e aa))indah
tak rahegaa gilaa ho ga))ii ((iid to gale nah milaa |
4 v; M12 |
*{764} |
yih jhuu;T khaa))ii
aisii dil par kih jii ga;Nvaayaa ya((nii judaa))ii kaa ham .sadmah ba;Raa u;Thaayaa |
12 v; M4; 9 |
{765} |
samundar kaa mai;N
kyuu;N a;hsaa;N sahuu;Ngaa nahii;N kyaa sail-e ashk us par bahuu;Ngaa |
5 v; M21 |
{766} |
rakhtaa thaa haath
me;N sar-rishtah bahut siine kaa rah gayaa dekh rafuu chaak mire siine kaa |
4 v; M13 |
{767} |
((ishq se dil yih
taazah daa;G jalaa us siyah ;xaane me;N chiraa;G jalaa |
2 v; M12 |
2 == diivaan-e
duvvum == b |
||
{768} |
andoh se hu))ii
nah rihaa))ii tamaam shab mujh dil-zadah ko nii;Nd nah aa))ii tamaam shab |
7 v; M5 |
{769} |
daa;G huu;N jaltaa
hai dil be-:taur ab dekhte kyaa gul khile hai aur ab |
3 v; M11 |
*{770} |
vuh jo kashish
thii us kii :taraf se kahaa;N hai ab tiir-o-kamaa;N hai haath me;N siinah nishaa;N hai ab |
9 v; M5; 1, 3, 5, 7; trans. |
{771} |
shabnam se kuchh
nahii;N hai gul-o-yaasman me;N aab dekh us ko bhar bhar aave hai shab ke dahan me;N aab |
9 v; M5; on v.9 see SRF's article |
{772} |
jaisaa mizaaj aage
thaa meraa so kab hai ab har roz dil ko soz hai har shab ta((ab hai ab |
9 v; M5 |
{773} |
((ushshaaq ke ta))ii;N
hai ((ajz-o-niyaaz vaajib hai far.z ((ain ronaa dil kaa gudaaz vaajib |
5 v; M4 |
*{774} |
taabuut par bhii
mere nah aayaa vuh be-niqaab mai;N u;Th gayaa vale nah u;Thaa biich se ;hijaab |
13 v; M5; 2, 4, 6, 10 |
*{775} |
jo kaho tum so
hai bajaa .saa;hib ham bure hii sahii bhalaa .saa;hib |
10 v; M12; 1, 2, 4, 5, 6, 10; not included in SSA |
== on to
{776} - {800} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|