# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1076} - {1100} == |
||
*{1101} |
chaahat ke :tar;h-kash
ho kuchh bhii a;sar nah dekhaa :tar;he;N badal ga))ii;N par un ne udhar nah dekhaa |
7 v; M4; 1, 4, 5 |
*{1102} |
kiyaa hai ((ishq
jab se mai;N ne us turk-e sipaahii kaa phiruu;N huu;N chuur za;xmii us kii te;G-e kam-nigaahii kaa |
7 v; M20; 1, 2, 3, 5, 7 |
*{1103} |
aa;Nkho;N me;N
apnii raat ko ;xuunaab thaa so thaa jii dil ke i.z:tiraab se be-taab thaa so thaa |
7 v; M5; 1, 3, 7 |
3 == diivaan-e
suvvum == b |
||
{1104} |
maah-e .sayaam
aayaa hai qa.sd i((tikaaf ab jaa bai;The;N mai-kade me;N masjid se u;Th ke .saaf ab |
7 v; M4 |
{1105} |
:taaqat ta((ab
kii ;Gam me;N tumhaare nahii;N hai ab goyaa kih jaan jism me;N saare nahii;N hai ab |
5 v; M5; on v.5 see {64,12} |
{1106} |
bolaa jo muu-pareshaa;N
aa nikle miir .saa;hib aanaa hu))aa kahaa;N se kahye faqiir .saa;hib |
5 v; M4 |
{1107} |
dil par to cho;T
thii hii za;xmii hu))aa jigar sab har dam bharii rahe hai lohuu se chashm-e tar sab |
7 v; M4 |
{1108} |
shevan me;N shab
ke ;Tuu;Tii zanjiir miir .saa;hib ab kyaa mire junuu;N kii tadbiir miir .saa;hib |
5 v; M4 |
*{1109} |
sab aatish-e sozindah-e
dil se hai jigar aab be-.sarfah kare .sarf nah kyuu;N diidah-e tar aab |
11 v; M7; 1, 2, 4, 11; on v.5 see {774,2}; on v.6 see {1750,4}; on v.9 see {689,6} |
{1110} |
pa;Raa hai farq
;xvurd-o-;xvaab me;N ab rahaa hai kyaa dil-e be-taab me;N ab |
7 v; M21 |
3 == diivaan-e
suvvum == t |
||
{1111} |
shi((r ke parde
me;N mai;N ne ;Gam sunaayaa hai bahut mar;siye ne dil ke mere bhii rulaayaa hai bahut |
5 v; M10 |
*{1112} |
((ajab nahii;N
hai nah jaane jo miir chaah kii riit sunaa nahii;N magar yih kih jogii kis ke miit |
9 v; M25; 1, 2, 3, 7, 9; on v.4 see {1112,2}; on v.8 see G{116,6} |
{1113} |
jab se chalii chaman
me;N tire rang-e paa;N kii baat suntaa nahii;N hai ko))ii kalii ke dahaa;N kii baat |
9 v; M5 |
{1114} |
maanind-e mur;G dost nah kah'h baar baar dost ;Tuk soch bhii hazaar hai;N dushman hazaar dost |
7 v; M5 |
{1115} |
sair kii ham ne
u;Th ke taa .suurat vaisii dekhii nah ek jaa .suurat |
7 v; M12 |
{1116} |
va.sl-e dil-bar
nah ;Tuk hu))aa qismat mar chale hijr me;N hii yaa qismat |
5 v; M12 |
{1117} |
za;xm jhele daa;G
bhii khaa))e bahut dil lagaa kar ham to pachhtaa))e bahut |
7 v; M11 |
{1118} |
koshish apnii thii
((aba;s par kii bahut kyaa kare;N ham chaahtaa thaa jii bahut |
9 v; M11 |
{1119} |
;xudaa jaaniye
hovegii kyaa nihaayat ajal to hai dil ke mara.z kii badaayat |
5 v; M22 |
3 == diivaan-e
suvvum == ;T |
||
*{1120} |
kyaa la;Rke dillii
ke hai;N ((ayyaar aur na;T-kha;T dil le;N hai;N yuu;N kih hargiz hotii nahii;N hai aaha;T |
9 v; M4; 1 |
3 == diivaan-e
suvvum == ;s |
||
{1121} |
tirii just-juu
yaar kii hai ((aba;s yih koshish gunah-gaar kii hai ((aba;s |
3 v; M23 |
3 == diivaan-e
suvvum == ch |
||
{1122} |
;haal kahne kii
kise taab us aazaar ke biich ;haal rahtaa hii nahii;N ((ishq ke biimaar ke biich |
7 v; M13; on v.5 see {24,2} |
*{1123} |
kal le ga))e the
yaar hame;N bhii chaman ke biich us kii sii buu nah aa))ii gul-o-yaasman ke biich |
7 v; M5; 1, 2, 5, 7; on v.6 see {1123,5} |
{1124} |
jaanaa nah dil
ko thaa tirii zulf-e rasaa ke biich daanistah jaa pa;Re hai ko))ii bhii balaa ke biich |
7v; M5 |
3 == diivaan-e
suvvum == ;h |
||
*{1125} |
yaad aa gayaa to
bahne lagii;N aa;Nkhe;N juu kii :tar;h kuchh aa ga))ii thii sarv chaman me;N kisuu kii :tar;h |
11 v; M5; 11; on v.10 see {1037,1} |
== on to
{1126} - {1150} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|