#
|
First verse of the ghazal
|
Notes
|
|
== back to {1376}
- {1400} ==
|
|
{1401}
|
kal haath jaa rahaa thaa
dil-e be-qaraar paas
goyaa kih jaa rahaa kisuu sozindah-naar paas |
5 v; M5 |
{1402}
|
ab nahii;N hotii chashm-e
tar afsos
bah'h gayaa ;xuun ho jigar afsos |
4 v; M12 |
4 == diivaan-e chahaarum
== sh
|
||
{1403}
|
nikle parde se ruu-e yaar
ai kaash
mu;Nh kare ;Tuk idhar bahaar ai kaash |
7 v; M12 |
{1404}
|
us kaa ;xayaal aave hai
((ayyaar kii ravish
kuchh us kii ham ne paa))ii nah raftaar kii ravish |
7 v; M5 |
{1405}
|
rahte hai;N bahut dil ke
ham aazaar se naa-;xvush
bistar pah gire rahte hai;N biimaar se naa-;xvush |
7 v; M7 |
4 == diivaan-e chahaarum
== .s
|
||
{1406}
|
:taa))ir-e dil kii :tapish
siine me;N jaano tum bismil kaa raq.s
un hii rango;N hotaa hai us .said-e :tarfah-dil kaa raq.s |
1 v; M01 |
4 == diivaan-e chahaarum
== .z
|
||
{1407}
|
kyaa kahuu;N kaisaa hai dil-bar
;xvud-;Gara.z
;xvud-numaa ;xvud-raa))e-o-;xvud-sar ;xvud-;Garaz |
1 v; M11 |
4 == diivaan-e chahaarum
== :t
|
||
{1408}
|
dil-lagii ke ta))ii;N jigar
hai shar:t
be-;xabar mat raho ;xabar hai shar:t |
2 v; M12 |
{1409}
|
dil kaa lagaanaa jii khotaa
hai us ko jigar hai piyaare shar:t
so to bahaa thaa ;xuu;N ho aage pahle daa))o hii haare shar:t |
1 v; M01 |
4 == diivaan-e chahaarum
== :z
|
||
{1410}
|
((ishq hamaaraa jii maare
hai ham naadaa;N hai;N kyaa ma;h:zuu:z
aisii shai kaa ziyaa;N khe;Nche to daanaa hove kyaa ma;h:zuu:z |
2 v; M01 |
4 == diivaan-e chahaarum
== ((
|
||
{1411}
|
ek hii gul kaa .sarf kiyaa
hai mai;N ne saraapaa jaise sham((a
talvo;N tak vuh daa;G gayaa hai sab mujh ko khaa jaise sham((a |
1 v; M01 |
4 == diivaan-e chahaarum
== ;G
|
||
{1412}
|
hamaare aage chaman se
ga))ii bahaar dare;G
dare;G-o-dard-o-.sad afsos .sad hazaar dare;G |
1 v; M25 |
{1413}
|
dil jigar dono;N par
jalaa))e daa;G
((ishq ne kyaa hame;N dikhaa))e daa;G |
5 v; M12; on v.3 see {1650,3} |
4 == diivaan-e chahaarum
== f
|
||
{1414}
|
aaj hamaaraa sar phirtaa
hai baate;N jitnii sab mauquuf
;harf-o-su;xan jo baa-yak-diigar rahte the so ab mauquuf |
5 v; M01 |
{1415}
|
mai;N aage nah thaa
diidah-e pur-aab se vaaqif
palke;N nah hu))ii thii;N mirii ;xuunaab se vaaqif |
5 v; M7 |
{1416}
|
na:zar kyaa karuu;N us ke
ghar kii :taraf
nigaahe;N hai;N merii na:zar kii :taraf |
5 v; M23 |
4 == diivaan-e chahaarum
== q
|
||
*{1417}
|
log bahut puuchhaa karte
hai;N kyaa kahye myaa;N kyaa hai ((ishq
kuchh kahte hai;N sirr il;aahii kuchh kahte hai;N ;xudaa hai ((ishq |
5 v; M01; 1, 2, 5 |
{1418}
|
dil kaa mu:taali((ah kar ay
aakah-e ;haqaa))iq
hai;N fann-e ((ishq ke bhii mushkil bahut daqaa))iq |
5 v; M4 |
*{1419}
|
nazdiik ((aashiqo;N ke
zamii;N hai qaraar-e ((ishq
aur aasmaa;N ;Gubaar-e sar-e rah-gu;zaar-e ((ishq |
5 v; M5; 1, 3, 5 |
4 == diivaan-e chahaarum
== k
|
||
*{1420}
|
va;hshat thii hame;N bhii
vuhii ghar-baar se ab tak
sar maare hai;N apne dar-o-diivaar se ab tak |
7 v; M7; 7 |
*{1421}
|
rahaa phuul saa yaar
nuz'hat se ab tak
nah aisaa khilaa gul nazaakat se ab tak |
9 v; M22; 1, 2, 9 |
4 == diivaan-e chahaarum
== g
|
||
{1422}
|
us rang se jo zard zabuu;N
zaar hai;N ham log
dil ke mara.z-e ((ishq se biimaar hai;N ham log |
11 v; M7 |
{1423}
|
kyaa chale jaate hai;N
jahaan se log
magar aa))e the mehmaan se log |
8 v; M12 |
4 == diivaan-e chahaarum
== l
|
||
{1424}
|
bulbul ne kal kahaa kih
bahut ham ne khaa))e gul
lekin hazaar ;haif nah ;Thahrii havaa-e gul |
5 v; M5; on v.1 see {1163,13} |
{1425}
|
((ishq kii cho;Te;N pai dar
pai jo u;Thaa))ii ga))ii;N ghaa))il hai dil
yuu;N be-dam hai lab pahluu me;N juu;N .said-e bismil hai dil |
7 v; M01 |
== on to {1426} -
{1450} ==
|