# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1226} - {1250} == |
||
{1251} |
kyaa kare;N niichii
na:zar karne se ;Gu.s.sah khaa))e vuh aur majlis me;N jo rahye dekh to sharmaa))e vuh |
7 v; M10; on v.7 see {1719,1} |
3 == diivaan-e
suvvum == e , ii |
||
*{1252} |
tadbiir ;Gam-e
dil kii bastii me;N nah ;Thahraa))ii jangal me;N nikal aa))e kuchh vaa;N bhii nah ban aa))ii |
9 v; M6; 4 |
{1253} |
shor kiyaa jo us
kii galii me;N raat ko hai;N sab jaan ga))e aah-o-fu;Gaa;N ke :taur se mere log mujhe pahchaan ga))e |
7 v; M01 |
*{1254} |
soz-e daruu;N se
aag lagii hai saare badan me;N tab sii hai :taaqat dil kii tamaam hu))ii hai jii kii chaal ku;Dhab sii hai |
7 v; M01; 7 |
{1255} |
kaise na;hs dino;N
me;N yaa rab mai;N ne us se mu;habbat kii dhuum rahii hai sar par mere ranj-o-((itaab-o-kulfat kii |
11 v; M01; on v.9 see {957,7} |
*{1256} |
kaise naaz-o-taba;xtur
se ham apne yaar ko dekhaa hai nau gul jaise jalvah kare us rashk-e bahaar ko dekhaa hai |
7 v; M01; 1, 5, 6 |
{1257} |
naaz-o-adaa ke
saath vuh dil-bar shakiil hai ta.sviir chii;N kii ruubaruu us ke ;zaliil hai |
11 v; M5 |
{1258} |
barso;N gu;zre
hai;N mile kab ta))ii;N yuu;N pyaar rahe duur se dekh liyaa us ko to jii maar rahe |
5 v; M13; on v.5 see {1112,3} |
{1259} |
ab tak to nabhii
achchhii ab dekhiye piirii hai sab logo;N me;N hai;N laage;N yaa;N ma;h.z faqiirii hai |
7 v; M6 |
{1260} |
soz-e daruu;N ne
aa;xir jii hii khapaa diyaa hai ;Than;Daa dil ab hai aisaa jaise bujhaa diyaa hai |
15 v; M4 |
{1261} |
ham chaman me;N
ga))e the vaa nah hu))e nik'hat-e gul se aashnaa nah hu))e |
5 v; M12; on v.2 see {481,4} |
*{1262} |
dekhiye kyaa ho
saa;Njh talak a;hvaal hamaaraa abtar hai dil apnaa to bujhaa saa diyaa hai jaan chiraa;G-e mu.z:tar hai |
6 v; M01; 6 |
{1263} |
aashob-e chashm-e
chashmah-zaa ab koh-o-.sa;hraa par bhii hai :tuufaan saa shahro;N me;N hai ik shor daryaa par bhii hai |
5 v; M3; on v.5 see {957,7} |
*{1264} |
aa;Nkho;N se raah-e
((ishq kii ham juu;N nigah ga))e aa;xir ko rote rote pareshaa;N ho bah'h ga))e |
5 v; M5; 1, 2, 5 |
{1265} |
mir kyuu;N rahte
hai;N ak;sar an-mane kar nahii;N bantii kisuu se jo bane |
5 v; M11 |
{1266} |
ham pah rahte ho
kyaa kamar kaste achchhe hote nahii;N jigar ;xaste |
7 v; M12; on v.5 see {1536,5} |
{1267} |
sab sharm-e jabiin-e
yaar se paanii hai har-chand kih gul shiguftah-peshaanii hai |
7 v; ruba'i meter; on v.1 see {1501,5} |
{1268} |
jii ke lagne kii miir kuchh
kah'h bhii hai vuhii baat jis me;N ho tah bhii |
7 v; M12 |
{1269} |
kahii;N aag aah-e
sozindah nah chhaatii me;N lagaa deve ;xabar hote hii hote dil jigar dono;N jalaa deve |
7 v; M20; on v.7 see {1031,8} |
{1270} |
tiir jo;Re vuh
maah aataa hai ham ko yih tiir-maah jaataa hai |
7 v; M12 |
{1271} |
shaa))istah-e ;Gam-o-sitam-e
yaar ham hu))e ((aashiq kahaa;N hu))e kih gunah-gaar ham hu))e |
7 v; M5; on v.3 see {897,7} |
{1272} |
kahii mai;N un
labo;N kii jaa;N-fizaa))ii yih baat ik be-;xvudii me;N mu;Nh par aa))ii |
12 v; M21; on v.9 see {120,2} |
{1273} |
huu;N ;xaak-e paa
jo us kii har ko))ii sar cha;Rhaave mu;Nh phere vuh to ham ko phir kaun mu;Nh lagaave |
9 v; M4 |
{1274} |
bahaar aa))ii nikaalo
mat mujhe ab ke gulistaa;N se miraa daaman bane to baa;Ndh do gul ke garebaa;N se |
7 v; M20 |
{1275} |
barso;N tak jii
ko maar maar rahe raat din ham umiid-vaar rahe |
7 v; M12 |
== on to
{1276} - {1300} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |