# |
First verse of the ghazal |
Notes |
{1326} |
((ishq-e rusvaa))ii-:talab
ne mujh ko sar-gardaa;N kiyaa kyaa ;xaraabii sar pah laayaa .sauma((ah viiraa;N kiyaa |
7 v; M10; on v.7 see {1337,2} |
*{1327} |
dil sa;Nbhaale
kahii;N mai;N kal jo chalaa jaataa thaa .zu((f utnaa thaa kahe baat ;Dhalaa jaataa thaa |
5 v; M13; 5 |
*{1328} |
tark-e libaas se
mere use kyaa vuh raftah-ra((naa))ii kaa jaame kaa daaman paa))o;N me;N uljhaa haath aa;Nchal aklaa))ii kaa |
7 v; M01; 1, 3, 4 |
{1329} |
phire hai va;hshii-saa gum-gashtah ((ishq kaa teraa sabho;N se paate hai;N begaanah aashnaa teraa |
5 v; M25 |
*{1330} |
.suurat-e shiirii;N
ke aage kaam apnaa kar gayaa ((ishq me;N kis ;husn se farhaad :zaalim mar gayaa |
3 v; M10; 2 |
{1331} |
kiyaa ((ishq so
phir mujhe ;Gam rahaa mizhah nam rahii;N ;haal darham rahaa |
5 v; M23 |
{1332} |
makke gayaa madiine
gayaa karbalaa gayaa jaisaa gayaa thaa vaisaa hii chal phir ke aa gayaa |
8 v; M5 |
*{1333} |
((ishq kii hai
biimaarii ham ko dil apnaa sab dard hu))aa rang badan-e miit ke rango;N jiite jii hii pah zard hu))aa |
2 v; M01; 1, 2 (whole ghazal) |
{1334} |
((ishq kyaa kyaa
aafate;N laataa rahaa aa;xir ab duurii me;N jii jaataa rahaa |
7 v; M11 |
{1335} |
au.saaf-muu ke
shi((r se uljhaa))o pa;R gayaa daa;Nto;N ko silk-e dur jo kahaa mai;N so la;R gayaa |
7 v; M5; on v.6 see {1201,6} |
*{1336} |
jaan apnaa jo ham
ne maaraa thaa kuchh hamaaraa usii me;N vaaraa thaa |
10 v; M12; 7 |
*{1337} |
;xuub kiyaa jo
ahl-e karam ke juud kaa kuchh nah ;xayaal kiyaa ham jo faqiir hu))e to ham ne pahle tark-e savaal kiyaa |
5 v; M01; 1, 2, 3, 5 |
{1338} |
ham kuu-e mu;Gaa;N
me;N the maah-e rama.zaa;N aayaa .sad shukr kih mastii me;N jaanaa nah kahaa;N aayaa |
7 v; M6 |
{1339} |
;xuu;N nah hu))aa
dil chaahiye jaisaa go ab kaam se jaavegaa kaam apne vuh kyaa aayaa jo kaam hamaare aavegaa |
7 v; M01 |
{1340} |
bahaar aa))ii chalo
chaman me;N havaa ke uupar bhi rang aayaa kahaa;N talak gul nah hove ;Gunchah rahaa ma;Nde mu;Nh so tang aayaa |
3 v; M24 |
*{1341} |
dil ko kahii;N
lagne do mere kyaa kyaa rang dikhaa))uu;Ngaa chahre se ;xuu;N-naab maluu;Ngaa phuulo;N se gul khaa))uu;Ngaa |
7 v; M01; 1, 2, 4, 5, 7 |
*{1342} |
agarchih jahaa;N
mai;N ne sab chhaan maaraa vale us kii naa-yaabii ne jaan maaraa |
5 v; M22; 5 |
{1343} |
jigar ;xuu;N kiyaa
chashm nam kar gayaa gayaa dil so ham par sitam kar gayaa |
7 v; M23; on v.1 see {1341,7}; on v.7 see {322,7} |
{1344} |
yaarii kiye kisuu
kaa kaahe ko naam niklaa naa-kaam ((ishq tab to ((aashiq kaa naam niklaa |
5 v; M4 |
{1345} |
ne ham se kuchh
nah us sitam-iijaad se hu))aa :zulm-e .sarii;h ((ishq kii imdaad se hu))aa |
3 v; M5; on v.3 see {121,7}; on v.5 see {689,2} |
{1346} |
zaar kiyaa biimaar
kiyaa us dil ne kyaa aazaar kiyaa daa;G se tan gulzaar kiyaa sab aa;Nkho;N ko ;xuu;N-baar kiyaa |
5 v; M01 |
{1347} |
siine kaa soz bahut
bha;Rkaa jalaa tan maaraa jaamah-zebo;N ne ;Ga.zab aag pah daaman maaraa |
3 v; M13 |
{1348} |
piirii me;N be-dandaa;N
ho bai;The par afsos yih ham ko rahaa daant tumhaare mu;Nh me;N kai hai;N us ma;Gruur ne yuu;N nah kahaa |
3 v; M01 |
{1349} |
chaahat kaa i:zhaar
kiyaa so apnaa kaam ;xaraab hu))aa us parde ke u;Th jaane se us ko ham se ;hijaab hu))aa |
5 v; M01; on v.5 see {1896,9} |
*{1350} |
thaa mu;habbat
se kabhuu ham me;N kabhuu yih ;Gam me;N thaa dil kaa hangaamah qiyaamat ;xaak ke ((aalam me;N thaa |
3 v; M10; 1, 2, 3 (whole ghazal) |
== on to
{1351} - {1375} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|