# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1526} - {1550} == |
||
{1551} |
ba((d hamaare us
fan kaa jo ko))ii maahir hovegaa dard-aagii;N andaaz kii baate;N ak;sar pa;Rh pa;Rh rovegaa |
3 v; M01 |
{1552} |
naa-gaah jis ko
((ishq kaa aazaar ho gayaa sahl aage us ke mardan-e dushvaar ho gayaa |
7 v; M5; on v.5 see {897,7} |
{1553} |
phirte phirte us
ke liye mai;N aa;xir dasht-navard hu))aa dekh aa;Nkhe;N vuh surmah-gii;N mai;N phir dunbaalah-gard hu))aa |
4 v; M01; on v.2 see {1333,1} |
*{1554} |
((ishq-e .samad
me;N jaan chalii vuh chaahat kaa armaan gayaa taazah kiyaa paimaan .sanam se diin gayaa iimaan gayaa |
7 v; M01; 1, 3, [6], 7; on v.4 see {1469,3} |
{1555} |
dil ta;Rphe hai
jaan khape hai ;haal jigar kaa kyaa hogaa majnuu;N majnuu;N log kahe hai;N majnuu;N kyaa ham saa hogaa |
7 v; M01 |
{1556} |
jaa;zbah meraa
thaa kaamil so bande ke vuh ghar aayaa shukr ;xudaa kaa karye kahaa;N tak ((ahd-e firaaq basar aayaa |
7 v; M01 |
{1557} |
ab yaa;N se ham
u;Th jaa))e;Nge ;xalq-e ;xudaa mulk-e ;xudaa hargiz nah iidhar aa))e;Nge ;xalq-e ;xudaa mulk-e ;xudaa |
7 v; M3; on v.4 see {1337,2} |
{1558} |
us kii sii jo chale
hai raah to kyaa aasmaa;N par gayaa hai maah to kyaa |
9 v; M12 |
{1559} |
baat kahte jii
kaa jaanaa ho gayaa marnaa ((aashiq kaa bahaanah ho gayaa |
7 v; M11 |
{1560} |
((ishq-e balaa
pur-shor-o-shar ne jab maidaan me;N ;xam maaraa paak hu))ii kushtii ((aalam kii aage kin ne dam maaraa |
7 v; M01 |
{1561} |
chaah me;N jaur
ham pah kam nah hu))aa ((aashiqii kii to kuchh sitam nah hu))aa |
5 v; M12 |
{1562} |
kal talak daa;Go;N
se ;xuu;N ke daaman-e zii;N paak thaa aaj to kushtah ko))ii kyaa ziinat-e fitraak thaa |
10 v; M10 |
{1563} |
judaa us siim-tan
se kaisaa honaa kih mi;T;Tii ko;Re kaa ab hai bichhonaa |
3 v; M21 |
{1564} |
sar maarnaa patthar
se yaa ;Tuk;Re jigar karnaa us ((ishq kii vaadii me;N har nau(( basar karnaa |
3 v; M6; on v.3 see {508,3} |
{1565} |
dil ke ;xuu;N hone
kaa ;Gam kyaa ab se thaa siinah-kohii sa;xt maatam kab se thaa |
5 v; M11; on v.3 see {1785,2} |
{1566} |
((ishq kiye pachhtaa))e
ham to dil nah kisuu se lagaanaa thaa jiidhar ho vuh mah niklaa us raah nah ham ko jaanaa thaa |
5 v; M01 |
*{1567} |
naa;xun se buu al-havas
kaa gilaa yuu;N hii jhil gayaa lohuu lagaa ke vuh bhii shahiido;N me;N mil gayaa |
7 v; M5; 2 |
{1568} |
ek nah ;xvaahish
bar aa))ii taa jii kaa ;Gubaar nikal jaataa kaash kih aahuu-chashm apnaa aa;Nkho;N ko paa))o;N se mal jaataa |
7 v; M01 |
{1569} |
kyaa kyaa ((ishq
me;N ranj u;Thaa))e dil apnaa sab ;xuun hu))aa kaise rukte the ;xafagii se aa;xir-kaar junuun hu))aa |
3 v; M01 |
{1570} |
aayaa so aap te;G
hii mujh ko cha;Taa gayaa thaa vuh barandah za;xmo;N pah mai;N za;xm khaa gayaa |
7 v; M5; on v.4 see {452,2} |
{1571 } |
kuchh andeshah
ham ko nahii;N hai apne ;haal-e darham kaa aa;Th pahar rahtaa hai ronaa us kii duurii ke ;Gam kaa |
7 v; M01 |
{1572} |
gul-chii;N nahii;N
jo ko))ii bhii us taazah chaman kaa kyuu;N rang phiraa saa hai tire seb-e ;zafan kaa |
5 v; M7 |
{1573} |
yih to judaa))ii
juu;N tuu;N ka;Tii hai milyegaa to kahyegaa paas hamaaraa go nah karo tum paas hii ab se rahyegaa |
1 v; M01 |
5 == diivaan-e
panjum == b |
||
*{1574} |
kab se .su;hbat
biga;R rahii hai kyuu;N-kar ko))ii banaave ab naaz-o-niyaaz kaa jhag;Raa aisaa kis ke kane le jaave ab |
7 v; M01; 1, 2, 6 |
{1575} |
dil ;xuu;N hu))aa
thaa yaksar paanii hu))aa jigar sab ;xuu;N-bastah rahtiyaa;N thii;N palke;N so ab hai;N tar sab |
5 v; M4 |
== on to
{1576} - {1600} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|