# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1726} - {1750} == |
||
{1751} |
ham pah ;xashm-o-;xi:taab
hai so hai vuh hii naaz-o-((itaab hai so hai |
11 v; M12 |
{1752} |
chalte hu))e tasallii
ko kuchh yaar kah'h ga))e us qaafile me;N ham bhii the afsos rah ga))e |
5 v; M5; on v.2 see {1722,6} |
{1753} |
haa))e javaanii
va.sl me;N us ke kyaa kyaa la;z;zat paate the bosah-e kunj-e lab se phir bhii ;zaa))iqe apne banaate the |
7 v; M01; on v.6 see {19,5} |
{1754} |
baat hamaarii yaad
rahe jii bhuulaa bhuulaa jaataa hai va;hshat par jab aataa hai to jaise baguulaa jaataa hai |
3 v; M01 |
{1755} |
us tak koshish
se bhii nah pahu;Nche jaan se aa;xir saare ga))e ((aashiq us kii qaamat ke baalaa baalaa maare ga))e |
5 v; M01 |
{1756} |
((iide;N aa))ii;N
baarhaa lekin nah ve aa kar mile rahte hai;N un ke gale lagne kii barso;N se gale |
5 v; M10 |
*{1757} |
kaise sa((ii-o-kashish-koshish
se kaa((be ga))e but-;xaane se us ghar me;N ko))ii bhii nah thaa sharmindah hu))e ham jaane se |
10 v; M01; 1, 2, 8; on v.4 see {689,6} |
{1758} |
ga))e roze ab diid
vaadiid hai gale se hamaare milo ((iid hai |
5 v; M23 |
{1759} |
hijr me;N ;xuu;N
hu))aa thaa sab ;Gam se dil ne pahluu tihii kiyaa ham se |
5 v; M12 |
{1760} |
a;Thkheliyo;N se
chalte :tiflii me;N jaan maare naam-e ;xudaa hu))aa hai ab vuh javaan baare |
11 v; M4; on v.3 see {544,6} |
*{1761} |
kyaa kahye vaisii
.suurat kaahe na:zar nah aa))ii aise ga))e kih un kii phir kuchh ;xabar nah aa))ii |
5 v; M4; 2 |
*{1762} |
daad faryaad jaa bah jaa
kariye shaayad us ke bhii dil me;N jaa kariye |
12 v; M12; 9 |
{1763} |
vuh chaar roz aage
chhaatii ga))ii thii kuu;Tii hijraa;N kaa ;Gam thaa tah me;N sa;xtii se jaan ;Tuu;Tii |
3 v; M4 |
{1764} |
kyaa kahye apne
((ahd me;N jitne amiir the ;Tuk;Re pah jaan dete the saare faqiir the |
5 v; M5 |
{1765} |
jo ko))ii ;xastah-jigar
((ishq kaa aazaarii hai jii chukaa vuh kih yih be-:tar;h kii biimaarii hai |
11 v; M13 |
{1766} |
dard-o-;Gam se
dil kabhuu fur.sat nah paa))e yih .sa((uubat kab talak ko))ii u;Thaa))e |
10 v; M11 |
{1767} |
nanvishtah naamah
aayaa yih kuchh hame;N likhaa hai us saadah-ruu ke jii me;N kyaa jaaniye kih kyaa hai |
11 v; M4; on v.11 see {867,4} |
*{1768} |
dil pahlu me;N
naa-tavaa;N bahut hai biimaar miraa giraa;N bahut hai |
7 v; M8; 1, 3, 4, 6 |
{1769} |
.saa;hib ho tum
hamaare bande hai;N ham tumhaare mauquuf ra;hm par hai;N dushvaar kaam saare |
7 v; M4 |
{1770} |
((ishq hamaaraa
dar-pa))e jaa;N hai kaisii ;xu.suumat kartaa hai chain nahii;N detaa hai :zaalim jab tak ((aashiq martaa hai |
9 v; M01 |
{1771} |
naalah jab garm-e
kaar hotaa hai dil kaleje ke paar hotaa hai |
10 v; M12 |
{1772} |
sa;xt be-ra;hm
aah qaatil hai merii ;xuu;N-rezii hii kaa maa))il hai |
11 v; M12; on v.7 see {904,5} |
{1773} |
bekasaan-e ((ishq
the ham ;Gam me;N khap saare ga))e baaz-;xvaah-e ;xuu;N nah thaa maare ga))e maare ga))e |
5 v; M10 |
{1774} |
be-yaar huu;N bekas
huu;N aagaah nahii;N ko))ii be-;Gam karo ;xuu;N-rezii ;xuu;N-;xvaah nahii;N ko))ii |
5 v; M6 |
{1775} |
diidah-e giryaa;N
hamaaraa nahr hai dil ;xaraabah jaise dillii shahr hai |
5 v; M11; on v.1 see {46,4} |
== on to
{1776} - {1800} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|