# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1701} - {1725} == |
||
{1726} |
aa;Nkho;N kii :taraf
gosh kii dar-pardah na:zar hai kuch yaar ke aane kii magar garm ;xabar hai |
13 v; M7; on v.3 see {1206,9}; on v.3 see {1800,4} |
{1727} |
kyaa ;xaanah-;xaraabii
kaa hame;N ;xauf-o-;xa:tar hai ghar hai kisuu goshe me;N to mak;Rii kaa saa ghar hai |
10 v; M7 |
{1728} |
kyaa kahye kuchh
ban nahii;N aatii jangal jangal ho aa))e chhaa;Nhah me;N jaa ke babuulo;N kii ham ((ishq-o-junuu;N ko ro aa))e |
7 v; M01; on v.6 see {1219,3} |
{1729} |
juu;N abr be-kasaanah
rote u;The hai;N ghar se barse hai ((ishq apne diivaar aur dar se |
11 v; M4; on v.1 see {1283,3} |
{1730} |
bas kih hai girduun
dol-parvardanii hove paivand-e zamii;N yih raftanii |
5 v; M11 |
{1731} |
basaan-e barq vuh
jhamke dikhaave vale dil shar:t hai jo taab laave |
9 v; M21 |
{1732} |
kyaa ;xa:t likhuu;N
mai;N rone se fur.sat nahii;N rahii likhtaa huu;N to phire hai kitaabat bahii bahii |
5 v; M5 |
{1733} |
nah bak shai;x
utnaa bhii vaahii tabaahii kahaa;N ra;hmat-e ;haq kahaa;N be-gunaahii |
3 v; M22; on v.2 see {1102,5}; on v.2 see {1426,1} |
{1734} |
udhar mu:trib kaa
((uudii rang kab :tannaaz aataa hai ((ajab hai;N log jo kahte hai;N vuh naa-saaz aataa hai |
7 v; M20; on v.6 see {121,7} |
{1735} |
us ke rang chaman
me;N shaayad aur khilaa hai phuul ko))ii shor-e :tayuur u;Thtaa hai aisaa jaise u;The hai buul ko))ii |
7 v; M01; on v.1 see {1595,1} |
*{1736} |
pattaa pattaa buu;Taa
buu;Taa ;haal hamaaraa jaane hai jaane nah jaane gul hii nah jaane baa;G to saaraa jaane hai |
11 v; M01; 1 |
{1737} |
jab jal ga))e tab
un ne kiine kii adaa kii hai chaal aisii chalaa jis par talvaar chalaa kii hai |
9 v; M6 |
{1738} |
milo in dino;N
ham se ik raat jaanii kahaa;N ham kahaa;N tum kahaa;N phir javaanii |
5 v; M22 |
{1739} |
be us ke tere ;haq
me;N ko))ii kyaa du((aa kare ((aashiq kahii;N shitaab to hove ;xudaa kare |
5 v; M5; on v.5 see {292,7} |
*{1740} |
((aalam ((aalam
((ishq-o-junuu;N hai dunyaa dunyaa tuhmat hai daryaa daryaa rotaa huu;N mai;N .sa;hraa .sa;hraa va;hshat hai |
10 v; M01; 1, [9] |
*{1741} |
((ishq kiyaa so
jaan chalii hai ulfat thii yaa kulfat thii ko;Te ga))e hai;N sab i((.zaa yih mu;habbat thii yaa ma;hnat thii |
5 v; M01; 3 |
*{1742} |
yaarii kare jo
chaaho kisuu se ;Gam hii ;Gam yaarii me;N hai be-mauqa(( yaa;N aah-o-fu;Gaa;N hai be-a;sarii zaarii me;N hai |
5 v; M01; 2; on v.4 see {1742,2} |
{1743} |
dil bhii bharaa
rahtaa hai meraa jii bhii ra;Ndhaa kuchh jaataa hai kyaa jaanuu;N mai;N ro))uu;Ngaa kaisaa daryaa cha;Rhtaa aataa hai |
5 v; M01; on v.4 see {1050,5} |
{1744} |
us ma;Gruur ko
kyaa hotaa hai ;haal-e shikastah dikhaa))e se jis ko shub'h hove nah hargiz jii ke hamaare jaa))e se |
8 v; M01 |
{1745} |
gardish dilo;N
kii kam nah hu))ii kuchh ka;Re hu))e roze rakhe ;Gariibo;N ne to din ba;Re hu))e |
7 v; M5 |
*{1746} |
((ahd-e junuu;N
hai mausam gul kaa aur shiguufah laayaa hai abr-e bahaarii vaadii se u;Th kar aabaadii par aayaa hai |
9 v; M01; 1, 7, 8, 9; on v.3 see {1526,2}; on v.5 see {291,5} |
{1747} |
dil kii laag burii
hotii hai rah nah sake ;Tuk jaa))e bhii aa))e bai;The u;Th bhii ga))e be-taab hu))e phir aa))e bhii |
7 v; M01; on v.5 see {1746,9} |
{1748} |
ko))ii naam us
kaa nah lo jabr hai kih be-taab dil kii binaa .sabr hai |
5 v; M23 |
{1749} |
:zulm sahe hai;N
daa;G hu))e hai;N ranj u;The hai;N dard khi;Nche ab vuh dil me;N taab nahii;N jo lab tak aah-e sard khi;Nche |
3 v; M01; on v.3 see {1506,5} |
*{1750} |
((ishq agar hai
mard-e maidaa;N mard ko))ii ((ar.se me;N laa))e yaksar un naa-mardo;N ko jo ek hii tak tak paa me;N u;Thaa))e |
5 v; M01; 4 |
== on to
{1751} - {1775} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |