# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1751} - {1775} == |
||
{1776} |
((ishq balaa-angez
mufattan yih to ko))ii qiyaamat hai jis se pyaar rakhe hai kuchh yih us ke sar par shaamat hai |
7 v; M01 |
{1777} |
ay pareshaa;N rab:t
dekhe;N kab talak yih daur hai har galii kuuche me;N teraa ik du((aa-go aur hai |
7 v; M10 |
*{1778} |
gardan-kash-e zamaanah
to teraa asiir hai sul:taan-e ((a.sr terii galii kaa faqiir hai |
11 v; M5; 6 |
*{1779} |
in balaa))o;N se
kab rihaa))ii hai ((ishq hai faqr hai judaa))ii hai |
13 v; M12; 1, 3, 5, 13 |
{1780} |
gul qafas tak nasiim
laa))ii hai buu kih phir kar bahaar aa))ii hai |
11 v; M12; on v.4 see {923,5} |
*{1781} |
yaa rab ko))ii
diivaanah be-;Dhang saa aa jaave a;Glaal-o-salaasil ;Tuk apnii bhii hilaa jaave |
15 v; M6; 1, 2, 4, 12; on v.9 see {1681,7}; on v.11 see {380,6} |
{1782} |
tire bande ham
hai;N ;xudaa jaantaa hai ;xudaa jaane tuu ham ko kyaa jaantaa hai |
14 v; M22 |
*{1783} |
yihii ((ishq hai
jii khapaa jaantaa hai kih jaanaa;N se jii bhii milaa jaantaa hai |
7 v; M22; 3; on v.5 see {490,5}; on v.7 see {694,2} |
6 == diivaan-e shashum
== aa |
||
{1784} |
falak ne pesh kar
surmah banaayaa na:zar me;N us kii mai;N to bhii nah aayaa |
10 v; M21; on v.7 see {1574,6} |
*{1785} |
apne hote tuu baa-((itaab
rahaa be-dimaa;Gii se baa-;xi:taab rahaa |
10 v; M12; 2 |
{1786} |
hai :taaqatii ne
dil kii giriftaar kar diyaa andoh-o-dard-e ((ishq ne biimaar kar diyaa |
10 v; M5 |
{1787} |
mu))e ham jis kii
;xaa:tir be-vafaa thaa nah jaanaa un ne to yuu;N bhii kih kyaa thaa |
13 v; M21 |
{1788} |
soz-e daruu;N se
mujh pah sitam barmalaa hu))aa ;Tuk;Raa jigar kaa aa;Nkho;N se niklaa jalaa hu))aa |
5 v; M5 |
{1789} |
jam((a us ke nikle
((aalam ho gayaa jab talak ham jaa))e;N uudham ho gayaa |
8 v; M11 |
{1790} |
vuh dekhne hame;N
;Tuk biimaarii me;N nah aayaa sau baar aa;Nkhe;N kholii;N baalii;N se sar u;Thaayaa |
9 v; M4 |
*{1791} |
baate;N hamaarii
yaad rahe;N phir baate;N aisii nah sunyegaa pa;Rhte kisuu ko sunyegaa to der talak sar dhunyegaa |
4 v; M01; 1, 2, 3; on this ghazal see {1230,1}; on v.4 see {1791,3} |
{1792} |
thaa andoh-girah
muddat se dil me;N ;xuu;N ho dard hu))aa chaah ne badle rang ka))ii ab jism saraasar zard hu))aa |
3 v; M01 |
{1793} |
mai;N ranj-e ((ishq
khe;Nche bahut naa-tavaa;N hu))aa marnaa tamaam ho nah sakaa niim-jaa;N hu))aa |
14 v; M5; on v.7 see {1891,4} |
*{1794} |
jis raftanii ko
((ishq kaa aazaar ho gayaa do chaar din me;N barso;N kaa biimaar ho gayaa |
9 v; M5; 4; on v.9 see {517,9} |
{1795} |
dushman ho jii kaa gaahak
hotaa hai jis ko chaahaa kii dostii kih yaaro ik rog me;N basaahaa |
10 v; M4 |
{1796} |
bulbul kaa shor
sun ke nah mujh se rahaa gayaa mai;N be-dimaa;G baa;G se u;Th kar chalaa gayaa |
10 v; M5; on v.1 see {1370,2}; on v.2 see {23,7}; on v.4 see {452,2} |
{1797} |
mai;N huu;N ;xaak-uftaadah
jis aazaar kaa ((ishq bhii us kaa hai naam ik pyaar kaa |
9 v; M11 |
{1798} |
jo tuu hii .sanam
ham se be-zaar hogaa to jiinaa hame;N apnaa dushvaar hogaa |
7 v; M22 |
*{1799} |
der bad-((ahd vuh
jo yaar aayaa duur se dekhte hii pyaar aayaa |
7 v; M12; 7 |
*{1800} |
zamaanah hijr kaa
aasaan kyaa basar aayaa hazaar martabah mu;Nh tak mire jigar aayaa |
9 v; M25; 4 |
== on to
{1801} - {1825} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|