#
|
First verse of the ghazal
|
Notes
|
|
== back to {201} -
{225} ==
|
|
*{226}
|
chhu;Te bhii puuchhte
nahii;N ;Tuk ;haal aan kar
anjaan utne kyuu;N hu))e jaate ho jaan kar |
9 v; M5; 1, 2, 4, 6, 9 |
{227}
|
aazaar dekhe kyaa kyaa un
palko;N se a;Tak kar
jii le ga))e pah kaa;N;Te dil me;N kha;Tak kha;Tak kar |
10 v; M4 |
{228}
|
na:zar kar ke vuh silk-e
dandaan-e yaar
hu))e paanii paanii dur-e shaahvaar |
1 v; M23 |
{229}
|
bas nah lag chal nasiim
mujh se kih mai;N
rah gayaa huu;N chiraa;G saa bujh kar |
1 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== ;R
|
||
{230}
|
aashob dekh chashm tirii
sar rahe hai;N jo;R
palko;N kii .saf se bhe;ReN ga))ii;N mu;Nh ko mo;R mo;R |
7 v; M5 |
1 == diivaan-e avval
== z
|
||
{231}
|
hotaa nahii;N hai baab
ijaabat kaa vaa hanuuz
bismil pa;Rii hai char;x pah merii du((aa hanuuz |
11 v; M5 |
{232}
|
.zab:t kartaa nahii;N
kinaarah hanuuz
hai garebaan paarah paarah hanuuz |
8 v; M12 |
*{233}
|
mar gayaa mai;N pah mire
baaqii hai;N aa;saar hanuuz
tar hai;N sab sar ke lahuu se dar o diivaar hanuuz |
16 v; M13; 1, 8, 16 |
{234}
|
mujh ko puuchhaa bhii nah
yih kaun hai ;Gam naak hanuuz
ho chuke ;hashr me;N phirtaa huu;N jigar chaak hanuuz |
5 v; M13 |
{235}
|
ho chukaa ;xuun-e jigar
ronaa nahii;N kuchh kam hanuuz
hai;N mizhah dastuur-e saabiq hii yih mere nam hanuuz |
5 v; M10 |
1 == diivaan-e avval
== s
|
||
*{236} |
ay abr-e tar tuu aur kisii
simt ko baras is mulk me;N hamaarii hai yih chashm-e tar hii bas |
7 v; M5; 7; on v.2 see {1574,6} |
[*{236x}]
|
gird-e sar phir ke karte pahro;N paas
so to ham log us ke aas nah paas |
M12; 3 v. inserted here into SSA from Mir's jang-naamah |
{237}
|
kyuu;Nkih niklaa jaa-e
ba;hr-e ;Gam se mujh be-dil ke paas
aa ke ;Duubii jaatii hai kishtii mirii saa;hil ke paas |
6 v; M10 |
{238}
|
mar gayaa mai;N milaa nah
yaar afsos
aah afsos .sad hazaar afsos |
7 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== sh
|
||
*{239}
|
har jazr-o-mad se dast-o-ba;Gal u;Thte hai;N ;xarosh
kis kaa hai raaz ba;hr me;N yaa rab kih yih hai;N josh |
12 v; M5; 1, 2, 7, 8, 9, 10, 11; trans.; on v.3 see {7,7}; on v.12 see {239,11} |
{240}
|
dil to afgaar hai jigar hai
resh
ik mu.siibat hai mere ta))ii;N dar-pesh |
4 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== .s
|
||
{241}
|
shai;x ho dushman-e zan-e
raqqaa.s
kyuu;N nah al-qaa.s laa ta;hab al-qaa.s |
1 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== .z
|
||
{242}
|
saal me;N abr-e bahaarii
tujh se ik baarii hai fai.z
chashm-e nam diidah se ((aashiq kii sadaa jaarii hai fai.z |
1 v; M10 |
1 == diivaan-e avval
== :t
|
||
{243}
|
sab se aa))inah nama:t
rakhte hai;N ;xuubaa;N i;xtilaa:t
hote hai;N yih log bhii kitne pareshaa;N i;xtilaa:t |
2 v; M10 |
1 == diivaan-e avval
== :z
|
||
{244}
|
;Gair mujh ko jo kahte
hai;N ma;h:zuu:z
tujh se milte hai;N rahte hai;N ma;h:zuu:z |
1 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== ((
|
||
{245}
|
sab pah raushan hai kih
shab majlis me;N jab aatii hai sham((a
us bhabhuuke se ko bai;Thaa dekh jal jaatii hai sham((a |
1 v; M10 |
{246}
|
yuu;N jalaa ;Daalaa kih
kuchh raushan nah hu))ii taqriir-e sham((a
vaah vaa re aatish-e jaa;N soz phir taa;siir-e sham((aa |
1 v; M10 |
1 == diivaan-e avval
== ;G
|
||
{247}
|
ham aur terii galii se
safar daro;G daro;G
kahaa;N dimaa;G hame;N us qadar daro;G daroG |
5 v; M25 |
{248}
|
shai;x sach ;xuub hai
bihisht kaa baa;G
jaa))e;Nge gar vafaa karegaa dimaa;G |
1 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== f
|
||
{249}
|
aaj kal kaahe ko batlaate
ho gustaa;xii mu((aaf
raastii yih hai kih va((de hai;N tumhaare sab ;xilaaf |
7 v; M10 |
{250}
|
;Gaalib hai tere ((ahd me;N
bedaad kii :taraf
har ;xuu;N-giriftah jaa))e hai jallaad kii :taraf |
5 v; M5 |
== on to {251} -
{275} ==
|