# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{526} - {550} == |
||
*{551} |
mah-vashaa;N puuchhe;N
nah ;Tuk hijraa;N me;N gar mar jaa))iye ab kaho us shahr-e naa-pursaa;N se kiidhar jaa))iye |
5 v; M10; 1 |
*{552} |
;Gaalib kih yih
dil-;xastah shab-e hijr me;N mar jaa))e yih raat nahii;N vuh jo kahaanii me;N gu;zar jaa))e |
9 v; M7; 1, 5, 8, 9 |
*{553} |
ham ne jaanaa thaa
su;xan ho;Nge zabaa;N par kitne par qalam haath jo aa))ii likhe daftar kitne |
8 v; M13; 4; on v.2 see {509,9} |
{554} |
aah jis vaqt sar
u;Thaatii hai ((arsh par barchhiyaa;N chalaatii hai |
4 v; M12 |
{555} |
:taaqat nahii;N
hai dil me;N ne jii bajaa rahaa hai kyaa naaz kar rahe ho ab ham me;N kyaa rahaa hai |
11 v; M4 |
{556} |
ta;Raphnaa bhii
dekhaa nah bismil kaa apne mai;N kushtah huu;N andaaz-e qaatil kaa apne |
8 v; M22 |
{557} |
jab tak kih tiraa
gu;zar nah hove jalvah mirii gor par nah hove |
9 v; M8 |
*{558} |
raat gu;zre hai
mujhe naz((a me;N rote rote aa;Nkhe;N phir jaa))e;Ngii ab .sub;h ke hote hote |
5 v; M13; 1, 2, 5 |
{559} |
ya((quub ke nah
kulbah-e a;hzaa;N talak ga))e sau kaaravaan mi.sr se kan((aa;N talak ga))e |
6 v; M5 |
{560} |
jin jin ko thaa
yih ((ishq kaa aazaar mar ga))e ak;sar hamaare saath ke biimaar mar ga))e |
9 v; M5; on v.1 see {429,1}; on v.1 see {1494,3} |
{561} |
tamaam us ke qad
me;N sanaa;N kii :tara;h hai rangiilii nipa;T us javaa;N kii :tara;h hai |
4 v; M22 |
{562} |
mu;hmil ke saath
us ke bahut shor mai;N kiye naalo;N ne mere hosh jaras ke u;Raa diye |
4 v; M5; on v.4 see {452,2}; on v.4 see {1446,5} |
{563} |
kahaa;N tak ;Gair
jaasuusii ke lene ko lagaa aave il;aahii us balaa-e naa-gahaa;N par bhii balaa aave |
9 v; M20; on v.9 see {481,2} |
{564} |
go nang us ko aave
hai ((aashiq ke naam se hai miir kaam mere ta))ii;N apne kaam se |
4 v; M5; on v.1 see {1896,9} |
{565} |
achanbhaa hai agar
chupkaa rahuu;N mujh par ((itaab aave vagar qi.s.sah kahuu;N apnaa to sunte us ko ;xvaab aave |
4 v; M20 |
{566} |
;ha.suul-e kaam
kaa dil-;xvaah yaa;N hu))aa bhii hai samaajat utnii bhii sab se ko))ii ;xudaa bhii hai |
12 v; M25; on v.5 see {328,6} |
{567} |
bas kih diivaanagii-e
;haal me;N chaalaak hu))e so garebaan mire haath se yaa;N chaak hu))e |
3 v; M13 |
*{568} |
.said-afgano;N
se milne kii tadbiir kare;Nge us dil ke ta))ii;N peshkash-e tiir kare;Nge |
13 v; M7; 4 |
{569} |
dil kii :taraf
kuchh aah se dil kaa lagaa))o hai ;Tuk aap bhii to aa))iye yaa;N zor baa))o hai |
9 v; M5 |
{570} |
jahaa;N me;N roz
hai aashob us kii qaamat se u;The hai fitnah har ik sho;x-e tar qiyaamat se |
10 v; M25; on v.6 see {471,7}; on v.6 see {1437,5}; on v.8 see {1903,3}; on v.10 see {705,5} |
{571} |
ramaq ek jaan vabaal
hai ko))ii dam jo hai to ((a;zaab hai dil-e daa;G-gashtah kabaab hai jigar-e guda;xtah aab hai |
12 v; M28 |
{572} |
siinah hai chaak
jigar paarah hai dil sab ;xuu;N hai tis pah yih jaan-balab-aamadah bhii ma;hzuu;N hai |
9 v; M13; on v.5 see {1714,9} |
{573} |
kahnaa tire mu;Nh
par to nipa;T be-adabii hai zaahid jo .sifat tujh me;N hai so zan jalabii hai |
5 v; M7 |
*{574} |
do sau;Np duud-e
dil ko meraa ko))ii nishaa;N hai huu;N mai;N chiraa;G-e kushtah baad-e sa;har kahaa;N hai |
9 v; M4; 4 |
{575} |
hamsaayah-e chaman
yih nipa;T zaar kaun hai naalaan-o-mu;z:tarib pas-e diivaar kaun hai |
6 v; M5 |
== on to
{576} - {600} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |