#
|
First verse of the ghazal
|
Notes
|
|
== back to {776} -
{800} ==
|
|
{801}
|
banii thii kuchh ik us se
muddat ke ba((d
so phir big;Rii pahlii hii .su;hbat ke ba((d |
7 v; M23 |
2 == diivaan-e duvvum
== r
|
||
*{802}
|
raftaar me;N yih sho;xii
ra;hm ai javaa;N zamii;N par
laataa hai taazah aafat tuu har zamaa;N zamii;N par |
14 v; M4; 13 |
{803}
|
kyaa kyaa nah ham ne
khe;Nche aazaar terii ;xaa:tir
ab ho ga))e hai;N aa;xir biimaar terii ;xaa:tir |
9 v; M4; on v.6 see {877,1} |
{804}
|
ay .sabaa gar shahr ke
logo;N me;N ho teraa gu;zaar
kahyo ham .sa;hraa-navardo;N kaa tamaamii ;haal-e zaar |
32 v; M10 |
{805}
|
aa;Gashtah ;xuun-e dil se
su;xan the zabaan par
rakkhe nah tum ne kaan ;Tuk us daastaan par |
10 v; M5 |
{806}
|
kyaa kyaa nah log khelte
jaate hai;N jaan par
a:tfaal-e shahr laa))e hai;N aafat jahaan par |
10 v; M5 |
{807}
|
mat aa;Nkh hame;N dekh ke
yuu;N maar diyaa kar
;Gamze hai;N balaa un ko nah sankaar diyaa kar |
5 v; M7; on v. 2 see {11,6} |
{808}
|
:taaqat nahii;N hai jaan
me;N ka;Rhnaa ta((ab hai aur
be-lu:tfiyaa;N karo ho yih tis par ;Ga.zab hai aur |
9 v; M5 |
{809}
|
aa ham-nishii;N kisuu ke
mat ((ishq kii havas kar
jaatii hai;N yuu;N hii naa-daa;N jaa))e;N taras taras kar |
9 v; M4; on v.7 see {1533,4} |
{810}
|
aa))ii hai us ke kuuche se
ho kar .sabaa kuchh aur
kyaa sar me;N ;xaak ;Daaltii hai ab havaa kuchh aur |
9 v; M5 |
{811}
|
chamkii hai jab se barq-e
sa;har gulsitaa;N kii or
jii lag rahaa hai ;xaar-o-;xas-e aashiyaa;N kii or |
10 v; M5 |
{812}
|
na))e :taur siikhe nikaale
;Dhab aur
magar aur the tab hu))e ho ab aur |
6 v; M23 |
*{813}
|
aa;xir dikhaa))ii ((ishq ne
chhaatii figaar kar
ta.sdii(( khe;Nchii ham ne yih kaam i;xtiyaar kar |
10 v; M5; 1, 4, 10 |
{814}
|
junuu;N me;N ab ke kaam
aa))ii nah kuchh tadbiir bhii aa;xir
ga))ii kal ;Tuu;T mere paa))o;N kii zanjiir bhii aa;xir |
7 v; M20 |
{815}
|
rah jaa))uu;N chup nah
kyuu;N-kih buraa jii me;N maan kar
aa))o bhalaa kabhuu to so jaa))o ziyaan kar |
11 v; M5; on v.8 see {226,6}; on v.8 see {977,5} |
{816}
|
mujh ko qafas me;N
sunbul-o-rai;haa;N kii kyaa ;xabar
kah'h ai nasiim-e .sub;h gulistaa;N kii kyaa ;xabar |
5 v; M5 |
*{817}
|
ab tang huu;N bahut mai;N
mat aur dushmanii kar
laago ho mere jii kaa utnii hii dostii kar |
10 v; M4; 1, 4, 10; trans. |
2 == diivaan-e duvvum
== z
|
||
{818}
|
us sho;x se sunaa nahii;N
naam-e .sabaa hanuuz
;Gunchah hai vuh lagii nahii;N us ko havaa hanuuz |
10 v; M5 |
{819}
|
hai mere lohuu rone kaa
aa;saar saa hanuuz
kuuchah ko))ii ko))ii hai chaman-zaar saa hanuuz |
7 v; M5 |
{820}
|
kab tak bhalaa bataa))oge
yuu;N .sub;h-o-shaam roz
aa))o kahii;N kih rahte hai;N raftah tamaam roz |
5 v; M5 |
2 == diivaan-e duvvum
== s
|
||
{821}
|
ga))e jis dam se ham us
tund-;xuu paas
rahe ;xanjar sitam hii ke galuu paas |
7 v; M21 |
{822}
|
jab bi;Thaave;N mujhe
jallaad-e jafaa-kaar ke paas
tuu bhii ;Tuk aan kha;Raa huujo gunah-gaar ke paas |
14 v; M13 |
{823}
|
((izzat nahii;N hai dil kii
kuchh us dil-rubaa ke paas
rahtii hai aarsii hii dharii ;xvud-numaa ke paas |
7 v; M5 |
{824}
|
rahte the ham ve aa;Th
pahar yaa to paas paas
yaa ab pha;Tak nahii;N hai kahii;N un ke aas paas |
7 v; M5 |
2 == diivaan-e duvvum
== sh
|
||
{825}
|
gul ko hotaa .sabaa qaraar
ai kaash
rahtii ek-aadh din bahaar ai kaash |
10 v; M12; on v.7 see G{20,10} |
== on to {826} -
{850} ==
|