# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{826} - {850} == |
||
*{851} |
poshiidah kyaa
rahe hai qudrat-numaa))ii-e dil dekhii nah be-sutuu;N me;N zor-aazmaa))ii-e dil |
7 v; M4; 1, 5, 7 |
{852} |
muddat to vaa hu))aa
hii nah yih ;Gunchah-vaar dil ab jo khulaa so jaise gul-e be-bahaar dil |
12 v; M5 |
*{853} |
bahut muddat ga))ii
hai ab ;Tuk aa mil kahaa;N tak ;xaak me;N mai;N to gayaa mil |
9 v; M21; 1, 2, 4, 7, 9 |
2 == diivaan-e
duvvum == m |
||
{854} |
kuchh nah puuchho
bahak rahe hai;N ham ((ishq kii mai se jhak rahe hai;N ham |
11 v; M12 |
{855} |
hai tah-e dil buto;N
kaa kyaa ma((luum nikle parde se kyaa ;xudaa ma((luum |
9 v; M12 |
{856} |
mujhe to dard se
ik uns hai vafaa kii qasam yihii sabab hai jo khaa))ii hai mai;N davaa kii qasam |
7 v; M25 |
{857} |
ab suukhii hii
jaatii hai sab kisht-e havas :zaalim ai abr-e tar aa kar ;Tuk iidhar bhii baras :zaalim |
9 v; M6 |
{858} |
ma;hram se kisuu
ruubaruu huu;N kaash ke ab ham be-vaj'h ;Ga.zab rahne kaa puuchhe;N jo sabab ham |
10 v; M7; on v.10 see {78,7} |
*{859} |
mushtaaq un labo;N
ke hai;N sab mard-o-zan tamaam daftar likhe ga))e nah hu))aa par su;xan tamaam |
11 v; M5; 5, [11]; on v.4 see {398,7} |
*{860} |
ba;xt-e siyah kii
naql kare;N kis se chaal ham mih;Ndii lage qadam se hu))e paa))imaal ham |
13 v; M5; 12 |
*{861} |
kaun kahtaa hai
mu;Nh ko kholo tum kaash-ke parde hii me;N bolo tum |
9 v; M12; 2 |
{862} |
hu))e jaate the
far:t-e ulfat se ham jiye hai;N ;xudaa hii kii qudrat se ham |
10 v; M23; on v.10 see {471,7} |
*{863} |
kab tak rahe;Nge
pahluu lagaa))e zamii;N se ham yih dard ab kahe;Nge kisuu shaanah-bii;N se ham |
9 v; M5; 1 |
2 == diivaan-e
duvvum == n |
||
{864} |
mudda((ii mujh
ko kha;Re .saaf buraa kahte hai;N chupke tum sunte ho bai;The use kyaa kahte hai;N |
5 v; M13 |
{865} |
kyaa kyaa jahaa;N
a;sar thaa so ab vaa;N ((ayaa;N nahii;N jin ke nishaa;N the fiilo;N par un kaa nishaa;N nahii;N |
7 v; M5 |
*{866} |
nah niklaa duusraa
vaisaa jahaa;N me;N vuhii ik jins hai us kaaravaa;N me;N |
9 v; M21; 8; on v.3 see {1736,1}; on v.4 see {1882,1} |
*{867} |
nahii;N tab;xaal
la((l-e dil-rubaa me;N guhar pahu;Nchaa baham aab-e baqaa me;N |
9 v; M21; 1, 4, 8, 9 |
{868} |
mar mar ga))e na:zar
kar us ke barahnah tan me;N kap;Re utaare un ne sar khe;Nche ham kafan me;N |
7 v; M4; on v.1 see {1626,3}; on v.3 see {1750,4} |
*{869} |
kin ne lip;Te baal
dikhlaa))e tire maanii ke ta))ii;N un ne jo us :taul se khe;Nchaa pareshaanii ke ta))ii;N |
10 v; M10; 5 |
*{870} |
jaanaa idhar se
miir hai vaisaa udhar ke ta))ii;N biimaariyo;N me;N jaise badalte hai;N ghar ke ta))ii;N |
9 v; M5; 1 |
{871} |
kyaa kahuu;N avval
ba;xvud to der me;N aataa huu;N mai;N phir jo yaad aataa hai vuh chupkaa saa rah jaataa huu;N mai;N |
9 v; M10 |
{872} |
muddat hu))ii kih
biich me;N pai;Gaam bhii nahii;N naame kaa us kii mihr se ab naam bhii nahii;N |
5 v; M5; on v.5 see {336,2} |
{873} |
dam bah dam us
;Dhab se ronaa der kar aayaa hame;N kyaa lahuu apnaa piyaa tab yih hunar aayaa hame;N |
7 v; M10 |
*{874} |
ashk ke josh se
huu;N shaam-o-sa;har paanii me;N jaise maahii hai mujhe sair-o-safar paanii me;N |
15 v; M13; 2, 3, 4, 7; trans.; on this ghazal see {1589,1} |
*{875} |
joshish-e ashk
se huu;N aa;Th pahar paanii me;N garchih hote hai;N bahut ;xauf-o-;xa:tar paanii me;N |
9 v; M13; 9 |
== on to
{876} - {900} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|