# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{851} - {875} == |
||
{876} |
rakhaa gar ashk-afshaa;N chashm fur.sat ;Gair-fur.sat me;N kih mil jaataa hai un juu))o;N kaa paanii ba;hr-e ra;hmat me;N |
9 v; M20 |
*{877} |
kis kane jaa))uu;N
il;aahii kyaa davaa paidaa karuu;N dil to kuchh dha;Nsaa hii jaataa hai karuu;N so kyaa karuu;N |
10 v; M10; 1, 5, 6, 10; on v.2 see {877,1}; on v.4 see {321,6}; on v.7 see {324,2} |
{878} |
kyaa kofate;N u;Thaa))ii;N
hijraa;N ke dard-o-;Gam me;N ta;Rpaa hazaar naubat dil ek ek dam me;N |
5 v; M4 |
{879} |
((ishq me;N jii
ko .sabr-o-taab kahaa;N us se aa;Nkhe;N lage;N to ;xvaab kahaa;N |
9 v; M12 |
*{880} |
yaaro mujhe mu((aaf
rakho mai;N nashe me;N huu;N ab do to jaam ;xaalii hii do mai;N nashe me;N huu;N |
7 v; M5; trans. |
{881} |
kaashke dil do
to hote ((ishq me;N ek rahtaa ek khote ((ishq me;N |
5 v; M11 |
{882} |
karte hai;N jo
kih jii me;N ;Thaane hai;N ;xuub-ruu kis kii baat maane hai;N |
9 v; M12 |
{883} |
aap us jins ke
hai;N ham bhii ;xariidaaro;N me;N pag;Rii jaa))e bike jis ke liye baazaaro;N me;N |
10 v; M13 |
{884} |
umiid-e dil-dahii
thii jin se ve aazaar karte hai;N bahut parhez kar ham se hame;N biimaar karte hai;N |
9 v; M20 |
*{885} |
kartaa nahii;N
qu.suur hamaare halaak me;N yaa rab yih aasmaan bhii mil jaa))e ;xaak me;N |
5 v; M5; 1, 4, 5 |
{886} |
ma;hmil-nishii;N
hai;N kitne ;xuddaam-e yaar me;N yaa;N lail;aa kaa ek naaqah so kis qa:taar me;N yaa;N |
7 v; M4 |
*{887} |
aaj hamaare ghar
aayaa tuu kyaa hai yaa;N jo ni;saar kare;N illaa khe;Nch ba;Gal me;N tujh ko der talak ham pyaar kare;N |
9 v; M01; 1, 2, 5; on v.6 see {58,6}; on v.7 see {1736,1} |
{888} |
gar ko))ii a((m;aa
kahe kuchh par kahaa;N vuh tuu kahaa;N le ga))e pesh-e falak us mah kaa aisaa ruu kahaa;N |
7 v; M10 |
{889} |
begaanah va.z((a
barso;N us shahr me;N rahaa huu;N bhaaguu;N huu;N duur sab se mai;N kis kaa aashnaa huu;N |
9 v; M4 |
{890} |
kuuche me;N tere
miir kaa mu:tlaq a;sar nahii;N kyaa jaaniye kidhar ko gayaa kuchh ;xabar nahii;N |
9 v; M5; on v.1 see {342,7} |
{891} |
go jaan kar tujhe
sab ta((biir kar rahe hai;N ham log tere uupar so jii se mar rahe hai;N |
12 v; M4; on v.3 see {932,3}; on v.12 see {892,5} |
*{892} |
yuu;N qaidiyo;N
se kab ta))ii;N ham tang-tar rahe;N jii chaahtaa hai jaa ke kisuu or mar rahe;N |
9 v; M5; 1, 3, 5, 9 |
{893} |
dil ko likhuu;N
huu;N aah vuh kyaa mudda((aa likhuu;N diivaane ko jo ;xa:t likhuu;N batlaa))o kyaa likhuu;N |
5 v; M5 |
{894} |
jab se hai us kii
abruu-e ;xumdaar darmiyaa;N rahtii hai mere ;xalq ke talvaar darmiyaa;N |
13 v; M5; on v.12 see {885,4} |
{895} |
ittifaaq aisaa
hai ka;Rhte hii sadaa rahte hai;N ek ((aalam me;N hai;N ham ve pah judaa rahte hai;N |
9 v; M13 |
*{896} |
baa;G go sabz hu))aa
ab sar-e gulzaar kahaa;N dil kahaa;N vaqt kahaa;N ((umr kahaa;N yaar kahaa;N |
11 v; M13; 11; on v.1 see {266,5}; on v.4 see {1341,7}; on v.5 see {109,8} |
*{897} |
ay mujh se tujh
ko sau mile tujh saa nah paayaa ek mai;N sau sau kahii;N tuu ne mujhe mu;Nh par nah laayaa ek mai;N |
10 v; M3; 1, 4, 6, 7; on this ghazal see {1589,1} |
{898} |
agarchih ab kii
ham ai abr ;xushk-mizhgaa;N hai;N pah josh-e dil me;N kabhuu aa gayaa to :tuufaa;N hai;N |
9 v; M25; on v.5 see {3,8} |
{899} |
jaur kyaa kyaa jafaa))e;N
kyaa kyaa hai;N ((aashiqii me;N balaa))e;N kyaa kyaa hai;N |
6 v; M12 |
{900} |
firaaq aa;Nkh lagne
kii jaa hii nahii;N palak se palak aashnaa hii nahii;N |
7 v; M23 |
== on to
{901} - {925} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |