# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{951} - {975} == |
||
{976} |
ka((be me;N jaa;N
bah lab the ham duurii-e butaa;N se aa))e hai;N phir ke yaaro ab ke ;xudaa ke haa;N se |
9 v; M4 |
*{977} |
kartaa hai kab
suluuk vuh ahl-e niyaaz se guftaar us kii kabr se raftaar naaz se |
7 v; M5; 1, 3, 5, 7 |
{978} |
taabuut miraa der
u;Thaa us kii galii se a;sbaat hu))aa jurm mu;habbat kaa usii se |
12 v; M7 |
{979} |
kyaa ;xvur ho :taraf
yaar ke raushan gaharii se maanaa hai ;hu.zuur us ke chiraa;G-e sa;harii se |
7 v; M7 |
{980} |
barso;N hu))e ga))e
hu))e us mah ko baam se kaahish mujhe jo hai vuhii hotii hai shaam se |
11 v; M5; on v.11 see {1052,10} |
{981} |
vuh kahaa;N dhuum
jo dekhtii ga))ii chashm-e tar se abr kyaa kyaa u;The hangaame se kyaa kyaa barse |
10 v; M13 |
{982} |
miraa dil piir-o-murshid
hai mujhe hai i((tiqaad us se faraamosh aap ko karnaa mu;habbat me;N hai yaad us se |
9 v; M20 |
*{983} |
buraa kyaa maaniye
ab che;R se yaa us kii gaalii se yihii hai :taur us kaa saath apne ;xvurd-saalii se |
11 v; M20; 3; on v.7 see {328,6}; on v.8 see {267,3} |
{984} |
khe;Nche jahaa;N
to te;G jalaadat ke vaas:te vaa;N mai;N bhii huu;N mudaam shahaadat ke vaas:te |
5 v; M5 |
{985} |
diivaanagii me;N
gaah ha;Nse gaah ro chuke va;hshat bahut thii :taaqat-e dil haa))e kho chuke |
3 v; M5 |
{986} |
be-;xvudii jo yih
hai to ham aap me;N ab aa chuke kyaa tumhii;N yaa;N se chale jaate ho ham bhii jaa chuke |
5 v; M10 |
{987} |
;xuubii kii apnii
jinnat kaisii hii ;Dii;Nge;N haa;Nke us kii galii kaa saakin hargiz idhar nah jhaa;Nke |
9 v; M4 |
{988} |
dil ;xuu;N hu))aa
hamaaraa ;Tuk;Re hu))e jigar ke dekhaa nah tum ne iidhar .sarfe se ik na:zar ke |
9 v; M4; on v.7 see {482,3} |
{989} |
kitne rozo;N se
nah sone ke hai;N ne khaane ke dil jo yih hai to ham aaraam nahii;N paane ke |
10 v; M13 |
{990} |
is baa;G-e be-;sabaat
me;N kyaa dil .sabaa lage kyaa kyaa nihaal dekhte yaa;N paa))o;N aa lage |
11 v; M5; on v.4 see {552,9}; on v.8 see {1160,4} |
{991} |
;Gair ko dekhe
hai garmii se nah kuchh laag lage is liye dekh rahaa hai kih mujhe aag lage |
5 v; M13 |
*{992} |
kab talak a;hvaal
yih jab ko))ii teraa naam le ((aashiq-e be-;haal dono;N haath se dil thaam le |
9 v; M10; 2 |
{993} |
sa;xtiyaa;N khe;Nche;N
so khe;Nche;N phir bhii jo u;Th kar chale chalte us kuuche se ham par sai;Nka;Ro;N patthar chale |
9 v; M10; on v.7 see {46,4}; on v.9 see {313,8} |
{994} |
yaa pahle de nigaahe;N
jin se kih chaah nikle yaa ab kii de adaa))e;N jo dil se aah nikle |
9 v; M4 |
{995} |
jaise andoh-e mu;harram
((ishq kab tak dil male ((iid hii ho jaa))e apne haa;N lage jo tuu gale |
10 v; M10 |
{996} |
be-mihr-o-vafaa
hai vuh kyaa rasm-e vafaa jaane ulfat se mu;habbat se mil bai;Thnaa kyaa jaane |
10 v; M6; on v.7 see {667,1} |
{997} |
il;aahii kahaa;N
mu;Nh chhupaayaa hai tuu ne hame;N kho diyaa hai tirii just-juu ne |
9 v; M22; on v.9 see {1778,6} |
{998} |
vaisaa hai yih
jo yuusuf shab tere hote aave jaise chiraa;G ko))ii mahtaab me;N jalaave |
9 v; M4 |
{999} |
yaa baadah-e gul-guu;N
kii ;xaa:tir se havas jaave yaa abr ko))ii aave aur aa ke baras jaave |
7 v; M6 |
{1000} |
daruune ko ko))ii
aaho;N se yuu;N kab tak havaa deve mabaadaa ((ishq kii garmii jigar meraa jalaa deve |
9 v; M20 |
== on to
{1001} - {1025} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |