# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{976} - {1000} == |
||
*{1001} |
us sho;x sitamgar
ko kyaa ko))ii bhalaa chaahe jo chaahne-vaale kaa har :taur buraa chaahe |
10 v; M6; 9 |
*{1002} |
duurii me;N us
kii gor kinaare ham aa rahe ji raat din jinho;N ke khape;N un me kyaa rahe |
9 v; M5; 2 |
{1003} |
yak ((umr diidah'haa-e
sitam-diidah tar rahe aa;xir ko phuu;T phuu;T bahe qahr kar rahe |
12 v; M5; on v.2 see {1502,2}; on v.8 see {892,3} |
{1004} |
yaa;N ham baraa-e
bait jo be-;xaan-maa;N rahe so yuu;N rahe kih jaise ko))ii mehmaa;N rahe |
13 v; M5 |
*{1005} |
ek samai;N tum
ham fuqraa se ak;sar .su;hbat rakhte the aur nah thii taufiiq tumhe;N to bose kii himmat rakhte the |
13 v; M01; 13 |
{1006} |
majnuun-o-kohkan
ko aazaar aise hii the yih jaan se ga))e sab biimaar aise hii the |
9 v; M4 |
{1007} |
ab ham faqiir jii
se dil ko u;Thaa ke bai;The us ;xa.sm-e jaa;N ke dar par takyah banaa ke bai;The |
10 v; M4; on v.7 see {1706,7} |
{1008} |
hai junbish-e lab mushkil
jab aan ke vuh bai;The jo chaahe;N so yuu;N kah le;N log apnii jagah bai;The |
7 v; M6; on v.3 see {1041,1} |
{1009} |
ab samajh aa))ii
martabah samjhe gum kiyaa ;xvud ke ta))ii;N ;xudaa samjhe |
7 v; M12 |
*{1010} |
ab apne qad-e raast
ko ;xam dekhte hai;N haa))e hastii ke ta))ii;N hote ((adam dekhte hai;N haa))e |
6 v; M7; 2 |
{1011} |
jaagnaa thaa ham
ko so bedaar hote rah ga))e kaaravaa;N jaataa raha ham haa))e sote rah ga))e |
3 v; M10 |
{1012} |
gul ga))e bo;Te
ga))e gulshan hu))e barham ga))e kaise kaise haa))e apne dekhte mausam ga))e |
11 v; M10 |
{1013} |
ham nah kahte the
rahegaa ham me;N kyaa yaa;N se ga))e so hii baat aa))ii u;The us paas se jaa;N se ga))e |
7 v; M10 |
{1014} |
dil shitaab us
bazm-e ((ishrat se u;Thaayaa chaahiye ek din tah kar bisaa:t-e naaz jaayaa chaahiye |
10 v; M10; on v.2 see {429,7}; on v.3 see {1112,2} |
*{1015} |
a;Nkh;Riyo;N ko
us kii ;xaa:tir ;xvaah kyuu;Nkar dekhiye sau :taraf jab dekh liije tab ;Tuk uudhar dekhiye |
9 v; M10; 1; on v.9 see {1506,7} |
{1016} |
girdaab vaar yaar
tire .sadqe jaa))iye daryaa kaa pher paa))iye teraa nah paa))iye |
7 v; M5 |
{1017} |
;Tuk ;Thaharne
de tujhe sho;xii to kuchh ;Thahraa))iye paikar-e naazuk ko tere kyuu;Nkih bar me;N laa))iye |
7 v; M10 |
{1018} |
par nahii;N jo
u;R ke us dar jaa))iye zindagaanii ;haif hai mar jaa))iye |
5 v; M11 |
{1019} |
un dilbaro;N ko
dekh liyaa be-vafaa hai;N ye be-diid-o-be-muruvvat-o-naa-aashnaa hai;N ye |
7 v; M5 |
{1020} |
shauq ham ko khapaa))e
jaataa hai jaan ko ko))ii khaa))e jaataa hai |
10 v; M12; on v.9 see {667,6} |
{1021} |
kabhuu miir us
:taraf aa kar jo chhaatii kuu;T jaataa hai ;xudaa shaahid hai apnaa to kalejaa tuu;T jaataa hai |
5 v; M20; on v.2 see {46,4} |
{1022} |
chaman ko yaad
kar mur;G-e qafas faryaad kartaa hai ko))ii aisaa sitam dunyaa me;N ai .saiyaad kartaa hai |
4 v; M20; on v.2 see {1174,7} |
{1023} |
jab nasiim-e sa;har
udhar jaa hai ek sannaah;Taa gu;zar jaa hai |
7 v; M12; on v.1 see {290,10} |
*{1024} |
kuchh baat hai
kih gul tire rangii;N dahaa;N saa hai yaa rang-e laalah sho;x tire rang-e paa;N saa hai |
9 v; M5; 1, 4, 6 |
{1025} |
tapish se raat
kii juu;N tuu;N ke jii sa;Nbhaalaa hai nahii;N hai dil ko))ii dushman ba;Gal me;N paalaa hai |
7 v; M25 |
== on to
{1026} - {1050} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|