#
|
First verse of the ghazal
|
Notes
|
|
== back to {1601}
- {1625} ==
|
|
*{1626}
|
kab se aane kahte hai;N
tashriif nahii;N laate hai;N hanuuz
aa;Nkhe;N mundii;N ab jaa chuke ham ve dekho to aate hai;N hanuuz |
5 v; M01; all five verses |
*{1627}
|
kab se qaidii hai;N pah hai
naalish-e bisyaar hanuuz
dil bahaaraan-e chaman kaa hai giriftaar hanuuz |
5 v; M13; 5 |
{1628}
|
sar-kash hai tund-;xuu hai
((ajab hai zabaa;N-daraaz
aatish kaa aisaa laa))i;hah kab hai zabaa;N-daraaz |
2 v; M5 |
5 == diivaan-e panjum
== s
|
||
{1629}
|
yaar ham se judaa hu))aa
afsos
nah judaa ho ke phir milaa afsos |
9 v; M12 |
{1630}
|
ko))ii din karye ma((iishat
jaa kisuu kaamil ke paas
naaqi.so;N me;N rahye kyaa rahye to .saa;hib dil ke paas |
7 v; M10 |
{1631}
|
.sad paarah galaa teraa hai
kar .zab:t-e nafas bas
suntaa nahii;N us qaafile me;N ko))ii jaras bas |
5 v; M7; on v.5 see {121,2} |
{1632}
|
aa;Nkh khulte ga))ii bahaar
afsos
gul ko dekhaa bhii nah hazaar afsos |
9 v; M12 |
{1633}
|
kyaa kyaa tum ne ham se
kahaa thaa kuchh nah kiyaa afsos afsos
kyaa kyaa ka;Rhaayaa jii se maaraa lohuu piyaa afsos afsos |
4 v; M01; on v.2 see {1806,3} |
5 == diivaan-e panjum
== sh
|
||
{1634}
|
rakhte rahii buto;N se
mihr-o-vafaa kii ;xvaahish
us aarzuu ne maaraa yih bhii ;xudaa kii ;xvaahish |
7 v; M4 |
{1635}
|
ranj-o-;Gam aa))e beshtar
dar-pesh
raah-e raftan hai ab magar dar-pesh |
5 v; M12 |
{1636}
|
karkare;N hai;N lajjo;N
la:tmo;N ke da;Re;Re sab ke gosh
bekaraa;N daryaa-e ;Gam ke hai;N balaa josh-o-;xarosh |
5 v; M10; on v.5 see {957,7} |
{1637}
|
idhar aataa bhii vuh savaar
ai kaash
us kaa ho jaataa dil shikaar ai kaash |
7 v; M12 |
*{1638}
|
;Gu.s.se me;N naa;xuno;N ne
mire kii hai kyaa talaash
talvaar kaa saa ghaa))o hai jub'he kaa har ;xaraash |
5 v; M5; 1, 2, 4 |
5 == diivaan-e panjum
== .s
|
||
{1639}
|
shaa((irii shevah hai
shi((aar i;xlaa.s
diin-o-ma;zhab miraa hai pyaar i;xlaa.s |
3 v; M12 |
5 == diivaan-e panjum
== .z
|
||
{1640}
|
((aalam ((alam se us
((aalam me;N har la;h:zah :taarii hai fai.z
hai ma((luum kih ((aalam ((aalam phir yaa;N vuh jaarii hai fai.z |
2 v; M01 |
5 == diivaan-e panjum
== :t
|
||
{1641}
|
jis ko hu))aa hai us
sanam-e be-vafaa se rab:t
us ko ;xudaa hii hove to ho kuchh ;xudaa se rab:t |
5 v; M5 |
{1642}
|
((ishq ko jur))at-o-jigar
hai shar:t
zardii-e rang-o-chashm-e tar hai shar:t |
7 v; M12 |
{1643}
|
rakhtaa hai mere dil se
tumhaaraa ;Gam i;xtilaa:t
har lam;hah la;h:zah aan-o-zamaa;N har dam i;xtilaa:t |
3 v; M5 |
5 == diivaan-e panjum
== :z
|
||
{1644}
|
lu:tf javaanii ke saath
ga))e piirii ne kiyaa hai kyaa ma;h:zuu:z
kyuu;N-kih jii))e;N yaa rab ;hairat hai be-mazah aise naa-ma;h:zuu:z |
3 v; M01 |
5 == diivaan-e panjum
== ((
|
||
{1645}
|
liye daa;G sar par jo
aa))ii thii sham((a
sa;har tak sab un ne hii khaa))ii thii sham((a |
7 v; M23 |
*{1646}
|
kyaa jhamkaa faanuus me;N
apnaa dikhlaatii hai duur se sham((a
vuh mu;Nh ;Tuk uudhar nahii;N kartaa daa;G hai us ke ;Guruur se sham((a |
4 v; M01; 1, 3, 4 |
{1647}
|
aatii hai majlis me;N to
faanuus me;N aatii hai sham((a
vuh saraapaa dekh kar parde me;N jal jaatii hai sham((a |
1 v; M10 |
5 == diivaan-e panjum
== ;G
|
||
{1648}
|
;Gam khi;Nchaa raa))egaa;N
dare;G dare;G
ham hu))e ;xastah-;haal dare;G dare;G |
7 v; M12 |
{1649}
|
ham ko shahr se us mah ke
hai ((azm-e raah dare;G dare;G
yih ;harkat to ham nah kare;Nge ;xaanah-siyaah dare;G dare;G |
5 f; M01 |
*{1650}
|
kyaa kahye myaa;N ab kii
junuu;N me;N siinah apnaa yaksar daa;G
haath gulo;N se gul-daste hai;N sham((a nama:t hai sar par daa;G |
5 v; M01; 1, 2, 3, 5 |
== on to {1651} -
{1675} ==
|