# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1676} - {1700} == |
||
{1701} |
tadbiir ko))ii
bataave jo aap ko sa;Nbhaale;N jiine kii apne ham bhii ko))ii :tara;h nikaale;N |
9 v; M4 |
{1702} |
mai-kashii .sub;h-o-shaam
kartaa huu;N faaqah-mastii mudaam kartaa huu;N |
3 v; M12 |
{1703} |
milne ke din jab
yaad aate hai;N sudh-budh bhuule jaate hai;N be-;xvud ho jaate hai;N ham to der ba-;xvud phir aate hai;N |
1 v; M01 |
5 == diivaan-e
panjum == v |
||
{1704} |
dil khultaa hai
vaa;N .su;hbat-e rindaanah jahaa;N ho mai;N ;xvush huu;N usii shahr se mai-;xaanah jahaa;N ho |
7 v; M7 |
{1705} |
apne ;husn-e raftanii
par aaj mat ma;Gruur ho paas to hai jis ke ve hii kal kahe;Nge duur ho |
5 v; M10; on v.3 see {23,4} |
*{1706} |
((aashiq ho to
apne ta))ii;N diivaanah sab me;N jaate raho chakkar maaro jaise bagolaa ;xaak u;Raate aate raho |
7 v; M01; 1, 5, 6, 7; on v.4 see {1650,2} |
{1707} |
kiyaa far;z-e hastii
kii ru;x.sat hai mujh ko kahii;N apne rone se fur.sat hai mujh ko |
7 v; M22 |
{1708} |
kiyaa ;Gairat se
dil par tang ranj-o-;Gam ne dunyaa ko bas ab to khul ga))ii;N hai;N aa;Nkhe;N dekhaa ham ne dunyaa ko |
5v; M20 |
{1709} |
kyaa kuchh ham
se .zid hai tum ko baat hamaarii u;Raa do ho lag pa;Rte hai;N ham tum se to tum auro;N ko lagaa do ho |
10 v; M01 |
{1710} |
kahte nah the ham
tum se dil haath se mat diijo mat khaa))iyo ;Gam apnaa apnaa nah lahuu piijo |
5 v; M6 |
{1711} |
baat kahuu;N kyaa
chupke chupke dekho ho aa))iine ko dekhte ho to dekho hamaare jalte tave se siine ko |
5 v; M01 |
*{1712} |
.suufiyaa;N ;xam
vaa hu))e hai;N haa))e aa;Nkhe;N vaa karo abr aayaa zor-e ;Gairat tum bhii ;Tuk paidaa karo |
5 v; M10; 5 |
{1713} |
mausam-e gul aayaa
hai yaaro kuchh merii tadbiir karo ya((nii saayah-e sarv-o-gul me;N ab mujh ko zanjiir karo |
8 v; M01; on v.8 see {1230,1} |
*{1714} |
kyuu;Nkar mujh
ko naamah nima:t har ;harf pah pech-o-taab nah ho sau sau qaa.sid jaan se jaave;N yak ko udhar se javaab nah ho |
11 v; M01; 1, 4, 6, 8, 9 |
{1715} |
tum ko ham se laag
lagii hai rote hai;N to ha;Nste ho ham ne kamar ko khol rakhaa hai apnii kamar tum kaste ho |
5 v; M01 |
{1716} |
raahe;N ruke par
us se mulaaqaat ho to ho ;xaamosh un labo;N se ko))ii baat ho to ho |
7 v; M5; on v.5 see {1706,6} |
{1717} |
mizhah vaa karo
tumhe;N ;Gash hai kyaa kabhuu ;haal par bhii na:zar karo yihii ;haal hameshah rahaa kiyaa to ma))aal par bhii na:zar karo |
3 v; M28; v.1, 2nd line has word-grafting of ;haal hameshah |
5 == diivaan-e
panjum == h |
||
{1718} |
haa))e sitam naa-chaar
ma((iishat karne pa;Rii har ;xaar ke saath jaan ((aziiz ga))ii hotii kaash ab kii saal bahaar ke saath |
9 v; M01 |
*{1719} |
ab kuchh maze par
aayaa shaayad vuh sho;x diidah aab us ke post me;N hai juu;N mevah-e rasiidah |
11 v; M4; 1, 3, 8 |
{1720} |
ham jaante to ((ishq
nah karte kisuu ke saath le jaate dil ko ;xaak me;N us aarzuu ke saath |
8 v; M5; on v.5 see {267,3} |
{1721} |
jaan chalii jaatii
hai hamaarii us kii or na:zar ke saath ya((nii chashm-e shauq lagii rahtii hai shigaaf-e dar ke saath |
5 v; M01 |
*{1722} |
gul gul shiguftah
mai se hu))aa hai nigaar dekh yak jar((ah hamdam aur pilaa phir bahaar dekh |
7 v; M5; 1, 5, 6 |
*{1723} |
bandah hai yaa
;xudaa nahii;N us dil-rubaa ke saath dair-o-;haram me;N ho kahii;N ho hai ;xudaa ke saath |
7 v; M5; 1, 6, 7 |
{1724} |
((izz-o-viqaar kyaa
hai kisuu ;xvud-numaa ke haath hai aabru faqiir kii shaah-e valaa ke haath |
5 v; M5; on v.3 see {1723,7} |
5 == diivaan-e
panjum == e , ii |
||
*{1725} |
raat ko thaa ka((be
me;N mai;N bhii shai;x-e ;haram se la;Raa))ii hu))ii sa;xt kaduurat biich me;N aa))ii .sub;h tak nah .safaa))ii hu))ii |
15 v; M01; 3, 6 |
== on to
{1726} - {1750} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |