# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1651} - {1675} == |
||
{1676} |
((ishq hamaare
dar pa))e jaa;N hai aa))e ghar se nikal kar ham sar par dekhaa yihii falak hai jaave;N kiidhar chal kar ham |
7 v; M01 |
{1677} |
;Dol lagaa))e bahutere
par ;Dhab pah kabhuu nahii;N aate tum aanaa yak suu kab dekho ho iidhar aate jaate tum |
10 v; M01; on v.4 see {1574,6}; on v.7 see {1548,8} |
{1678} |
chaah chhupii be-pardah
hu))ii ab yaa rab kiidhar jaave;N ham kaash ajal be-vaqt hii pahu;Nche ek :taraf mar jaave;N ham |
5 v; M01 |
*{1679} |
ham to yihii kahte
the hameshah dil ko kahii;N nah lagaa))o tum kyaa kahye nah hamaarii sunii ab bai;The ranj u;Thaa))o tum |
9 v; M01; 4, 5, 9; on v.8 see {7,15}; on v.8 see G{22,2} |
{1680} |
kyaa kare;N be-kas
hai;N ham be-bas hai;N ham be-ghar hai;N ham kyuu;N-kar u;R kar pahu;Nche;N us tak :taa))ir-e be-par hai;N ham |
5 v; M10 |
*{1681} |
kahaa sunte to
kaahe ko kisuu se dil lagaate tum nah jaate us :taraf to haath se apne nah jaate tum |
7 v; M20; 1, 3, 5, 7; on v.6 see {1681,3} |
{1682} |
us kii galii me;N
;Gash jo kiyaa aa sake nah ham phir ho chuke vuhii;N kahii;N ghar jaa sake nah ham |
3 v; M5; on v.3 see {705,5} |
*{1683} |
ham nah kahaa karte
the tum se dil nah kisuu se lagaa))o tum jii denaa pa;Rtaa hai us me;N aisaa nah ho pachhtaa))o tum |
7 v; M01; 1, 5, 7 |
{1684} |
ta:zallum kih khe;Nche
alam par alam tara;h;hum kih mat kar sitam par sitam |
5 v; M23; on v.3 see {1681,7} |
5 == diivaan-e
panjum == n
|
||
{1685} |
taaro;N kii jaise
dekhe;N hai;N aa;Nkhe;N la;Raaniyaa;N us be-nishaa;N kii aisii hai;N chandii;N nishaaniyaa;N |
9 v; M5; on v.1 see {705,5}; on v.9 see {290,10} |
{1686} |
risaate ho aate
ho ahl-e havas me;N mazah ras me;N hai loge kyaa tum kuras me;N |
9 v; M22; on v.1 see {1750,4}; on v.6 see {1205,5} |
{1687} |
;Gam-e hijraa;N
me;N ghabraa kar u;Thaa mai;N :taraf gulzaar kii aayaa chalaa mai;N |
7 v; M21; on v.3 see {1176,6} |
*{1688} |
faryaad se kyaa
log hai;N din hii ko ((ajab me;N rahtii hai ;xalish naalo;N se mere dil-e shab me;N |
5 v; M7; 4; on v.1 see {297,1}; on v.3 see {78,7} |
{1689} |
kis ko dil saa
makaan dete hai;N ahl us ghar pah jaan dete hai;N |
7 v; M12 |
{1690} |
palke;N phirii
hai;N khe;Nchii bhave;N hai;N tirchhii tiikhii nigaahe;N hai;N us aubaash kii saadagii dekho sho;xii se ham chaahe;N hai;N |
7 v; M01 |
{1691} |
.sabr kiyaa hai
barso;N ham ne raat se be-:taaqat se hai;N aur gu;zaaraa kab tak hogaa kuchh ab ham ru;x.sat se hai;N |
5 v; M01 |
{1692} |
har chand mere
;haq me;N kab us kaa sitam nahii;N par us sitam se baa-mazah lu:tf-o-karam nahii;N |
7 v; M5 |
{1693} |
dil jalte kuchh
ban nahii;N aatii ;haal biga;Rte jaate hai;N jaise chiraa;G-e aa;xirii shab ham log niba;Rte jaate hai;N |
7 v; M01; on v.4 see {1450,7} |
{1694} |
((ishq ne ham ko
maar rakhaa hai jii me;N apne taab nahii;N dil ko ;xayaal-e .sabr nahii;N aa;Nkho;N ko mel-e ;xvaab nahii;N |
7 v; M01; on v.2 see {1174,2}; on v.5 see {1714,6} |
{1695} |
aa;Nkhe;N safed
dil bhii jalaa inti:zaar me;N kyaa kuchh nah ham bhii dekh chuke ;hijr-e yaar me;N |
7 v; M5 |
{1696} |
:talab hai kaam
dil kii us ke baalo;N kii asiirii me;N gadaa))ii raat ko kartaa huu;N ;xijlat se faqiirii me;N |
5 v; M20 |
{1697} |
dil kii tah kii
kahii nahii;N jaatii;N kaise to jii maare;N hai;N ruk kar phuu;T bahe;N jo aa;Nkhe;N ruudakii sii do dhaare;N hai;N |
7 v; M01 |
{1698} |
;husn kyaa jins
hai jii us pah lagaa bai;The hai;N ((azaltii shahr ke baazaar me;N aa bai;The hai;N |
9 v; M13 |
{1699} |
mu;Nh kiye uudhar
zard hu))e jaate hai;N ;Dar se subuk-saaraa;N kyuu;N-ke he;Nge us raste me;N ham se aah giraa;N-baaraa;N |
7 v; M01 |
*{1700} |
;haakim shahr-e
husn ke :zaalim kyuu;N-kih sitam-iijaad nahii;N ;xuun kisuu kaa ko))ii kare vaa;N daad nahii;N faryaad nahii;N |
5 v; M01; 1, 3, 5 |
== on to
{1701} - {1725} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |