# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1026} - {1050} == |
||
{1051} |
rab:t-e dil ko
us but-e be-mihr kiinah-var se hai kyaa kahuu;N mai;N aah mujh ko kaam kis patthar se hai |
13 v; M10; on v.5 see {1027,6}; on v.11 see {711,5} |
*{1052} |
kaar-e dil us mah-e tamaam se
hai kaahish ik roz mujh ko shaam se hai |
10 v; M12; 1, 7, 10 |
{1053} |
jal gayaa dil magar
aise juu;N balaa nikle hai jaise luu;N chaltii mire mu;Nh se havaa nikle hai |
15 v; M13 |
*{1054} |
((ibrat se dekh
jis jaa yaa;N ko))ii ghar bane hai parde me;N chashm ;Dhakne diivaar-o-dar bane hai |
11 v; M4; 10 |
3 == diivaan-e
suvvum == aa |
||
{1055} |
mere maalik ne
mire ;haq me;N yih i;hsaan kiyaa ;xaak naa-chiiz thaa mai;N so mujhe insaan kiyaa |
5 v; M13; on v.4 see {144,7} |
*{1056} |
diin-o-dil ke ;Gam
ko aasaa;N naa-tavaa;N mai;N le gayaa ya mu;habbat kah ke yih baar-e giraa;N mai;N le gayaa |
7 v; M10; 1, 2, 3, 4, 6, 7 |
{1057} |
meraa hi muqallid-e
((amal thaa majnuu;N ke dimaa;G me;N ;xalal thaa |
5 v; M8; on v.4 see {84,4}; on v.4 see {1056,7} |
*{1058} |
kartaa junuu;N
jahaa;N me;N be-naam-o-nang aayaa ik jam((a la;Rko;N kaa bhii le le ke sang aayaa |
7 v; M4; 7 |
*{1059} |
dil agar kahtaa
huu;N to kahtaa hai vuh yih dil hai kyaa aise naa-daa;N dil-rubaa ke milne kaa ;haa.sil hai kyaa |
10 v; M10; 1, 2, 8; on v.5 see {853,2}; on v.5 see {904,10} |
{1060} |
un dil-rubo;N se
raabi:tah karnaa hii kaam kyaa kar ik salaam puuchhnaa .saa;hib kaa naam kyaa |
9 v; M5 |
{1061} |
chaal yih kyaa
thii kih iidhar ko gu;zaaraa nah kiyaa duur hii duur phire paas hamaaraa nah kiyaa |
7 v; M13 |
{1062} |
vuh dil nahii;N
rahaa hai ta((ab jo u;Thaa))egaa yaa lohuu ashk-e ;xuunii se mu;Nh par bahaa))egaa |
9 v; M5 |
{1063} |
vuh jo gulshan
me;N jalvah-naak hu))aa phuul ;Gairat se jal ke ;xaak hu))aa |
5 v; M12 |
{1064} |
kyaa ro))iye hamii;N
ko yuu;N aan kar ke maaraa mihr-e but-e digar se :tuufaan kar ke maaraa |
7 v; M4; on v.7 see {611,2} |
{1065} |
gayaa ;husn ;xuubaan-e
bad-raah kaa hameshah rahe naam all;aah kaa |
9 v; M23; on v.4 see {121,7} |
{1066} |
chashm se ;xuu;N
hazaar niklegaa ko))ii dil kaa bu;xaar niklegaa |
7 v; M12 |
*{1067} |
i((jaaz mu;Nh take
hai tire lab ke kaam kaa kyaa ;zikr yaa;N masii;h ((alaih ul-salaam kaa |
9 v; M5; 5 |
{1068} |
huu;N nishaa;N
kyuu;N nah tiir-e ;xuubaa;N kaa mujh pah tuudah hu))aa hai :tuufaa;N kaa |
7 v; M12 |
{1069} |
jis ;xashm se vuh
sho;x chalaa aaj shab aayaa aayaa kabhuu yaa;N din ko bhii yuu;N to ;Ga.zab aayaa |
9 v; M7 |
{1070} |
kyaa kaam kiyaa
ham ne dil yuu;N nah lagaanaa thaa us jaan kii jokho;N ko us vaqt nah janaa thaa |
10 v; M6; on v.6 see {1094,11}; on v.9 see {1325,10} |
{1071} |
sahl aisaa nah
thaa aa;xir jii se miraa jaanaa thaa ;Tuk ranjah qadam kar kar mujh tak use aanaa thaa |
9 v; M6; on v.5 see {302,3} |
{1072} |
tad us bihishtii-ruu
se yih ;xal:tah baham kiyaa jad barso;N ham ne suurah-e yuusuf ko dam kiyaa |
7 v; M5; on v.4 see {568,4} |
{1073} |
ab kii jo gul kii
fa.sl me;N ham ko junuu;N hu))aa vuh dil kih jis pah apnaa bharosaa thaa ;xuu;N hu))aa |
5 v; M5 |
{1074} |
raat se aa;Nsuu
mirii aa;Nkho;N me;N phir aane lagaa yak ramaq jii thaa badan me;N so bhii ghabraane lagaa |
9 v; M10 |
{1075} |
.zab:t karte karte
ab jo lab ko mai;N ne vaa kiyaa so bhii rahtaa huu;N yih kahtaa haa))e dil ne kyaa kiyaa |
5 v; M10 |
== on to
{1076} - {1100} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|