# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1176} - {1200} == |
||
*{1201} |
shahro;N mulko;N
me;N jo yih miir kahaataa hai miyaa;N diidanii hai pah bahut kam na:zar aataa hai miyaa;N |
7 v; M13; 1, 2, 6, 7 |
*{1202} |
jaa))e hai jii
nijaat ke ;Gam me;N aisii jannat ga))ii jahannam me;N |
7 v; M12; 1, 4, 5 |
{1203} |
jis kaa ;xuubaa;N
;xayaal lete hai;N dil kalejaa nikaal lete hai;N |
7 v; M12 |
{1204} |
duur us se jii
chuke hai;N ham us rozgaar me;N din aaj kaa bhii saa;Njh hu))aa inti:zaar me;N |
9 v; M5; on v.8 see {1882,3} |
*{1205} |
kaisii vafaa-o-ulfat
khaate ((aba;s ho qasme;N muddat hu))ii u;Thaa dii;N tum ne yih saarii rasme;N |
7 v; M4; 5 |
*{1206} |
rote hai;N naalah-kash
hai;N yaa raat din jale hai;N hijraa;N me;N us ke ham ko bahutere mash;Gale hai;N |
9 v; M4; 1, 3, 9 |
{1207} |
sharar se ashk
hai;N ab chashm-e tar me;N lagii hai aag ik mere jigar me;N |
7 v; M21 |
{1208} |
a;sar hotaa hamaarii
gar du((aa me;N lag u;Thtii aag sab javv-e samaa me;N |
11 v; M21; on v.11 see {867,9} |
{1209} |
nuche;N jib'h-e
((aashiq agar dast paa))e;N ;xudaa nuh nah de un ko jo sar khajaa))e;N |
9 v; M22 |
{1210} |
ab ke maah-e rama.zaa;N
dekhaa thaa paimaane me;N baare sab roze to gu;zre mujhe mai-;xaane me;N |
5 v; M13 |
{1211} |
mai;N naalah-kash
thaa .sub;h ko yaad-e ;habiib me;N suuraa;x pa;R ga))e jigar-e ((andaliib me;N |
5 v; M5 |
{1212} |
afyuu;N hii ke
to dil-shudah ham ruu-siyaah hai;N ho ta;xt kuchh dimaa;G to ham paadshaah hai;N |
5 v; M5 |
*{1213} |
mujh ko dimaa;G
va.sf-e gul-o-yaasman nahii;N mai;N juu;N nasiim baad-farosh-e chaman nahii;N |
6 v; M5; 1; on v.6 see {342,7} |
*{1214} |
hijr taa chand
ham ab va.sl :talab karte hai;N lag gayaa ;Dhab to usii sho;x se ;Dhab karte hai;N |
6 v; M13; 4 |
*{1215} |
muddat hu))ii kih
ko))ii nah aayaa udhar se yaa;N jaatii rahegii jaan usii rah-gu;zar se yaa;N |
7 v; M5; 6; on v.7 see {342,7} |
{1216} |
mi.sra(( ko))ii
ko))ii kabhuu mauzuu;N karuu;N huu;N mai;N kis ;xvush-saliiqagii se jigar ;xuu;N karuu;N huu;N mai;N |
5 v; M5 |
{1217} |
taa chand vuh sitam kare ham
dar-gu;zar kare;N ab jii me;N hai kih shahr se us ke safar kare;N |
7 v; M5 |
{1218} |
takye me;N apne
dil kaa ham ;Gam kiyaa kare;N hai;N darvesh kitne maatam baa-ham kiyaa kare;N hai;N |
5 v; M4 |
3 == diivaan-e
suvvum == v |
||
*{1219} |
qatl kiye par ;Gu.s.sah
kyaa hai laash mirii u;Thvaane do jaan se bhii ham jaate rahe hai;N tum bhii aa))o jaane do |
10 v; M01; 1, 3, 6, 7, 9; on v.10 see {1219,1} |
{1220} |
gardish me;N de
mast aa;Nkhe;N hai;N jaise bhare paimaane do daa;Nt sunaa hai jhamke;N hai;N us ke motii ke se daane do |
10 v; M01; on this ghazal see {1219,1}; on v.8 see G{131,1}; on v.10 see {1504,5} |
*{1221} |
dost rakhtaa huu;N
bahut apne dil-e biimaar ko ;xuu;N kiyaa hai muddato;N us me;N ;Gam-e bisyaar ko |
7 v; M10; 6 |
{1222} |
tum bin chaman
ke gul nahii;N cha;Rhte na:zar kabhuu yih kyaa ravish hai aa))o chale ;Tuk uudhar kabhuu |
7 v; M5; on v.2 see {60,6} |
*{1223} |
yih saraa sone
kii jaagah nahii;N bedaar raho ham ne kar dii hai ;xabar tum ko ;xabar-daar raho |
5 v; M13; 1, 3, 5 |
*{1224} |
karnaa shi((aar
;xuub hai ((ujz-o-niyaaz ko be-vaqr jaante hai;N dil-e be-gudaaz ko |
7 v; M5; 4 |
{1225} |
sar kaa;T ke ;Dalvaa
diye andaaz to dekho paamaal hai sab ;xalq-e jahaa;N naaz to dekho |
7 v; M7 |
== on to
{1226} - {1250} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |