# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to {1151}
- {1175} == |
||
*{1176} |
ro chukaa ;xuun-e
jigar sab ab jigar me;N ;xuu;N kahaa;N ;Gam se paanii ho ke kab kaa bah gayaa mai;N huu;N kahaa;N |
11 v; M10; 1, 2, 5, 6, 7, 9 |
*{1177} |
((ishq ne ;xvaar-o-;zaliil
kiyaa ham sar ko bikhere phirte hai;N soz-o-dard-o-daa;G-o-alam sab jii ko ghere phirte hai;N |
7 v; M01; 1, 4, 5, 7 |
{1178} |
jam((a hote nahii;N
;havaas kahii;N jaa))e;N yaa;N se jo ham udaas kahii;N |
9 v; M12 |
{1179} |
jaa))e;N to jaa))e;N
kahaa;N jo ghar rahe;N kyaa ghar rahe;N yaar bin lagtaa nahii;N jii kaash-ke ham mar rahe;N |
6 v; M10 |
{1180} |
kahaa;N ke log
hai;N ;xuubaa;N mu;habbat un ko nahii;N mare;N bhii ham to nah dekhe;N muravvat un ko nahii;N |
5 v; M25 |
{1181} |
:zulm-o-sitam kyaa
jor-o-jafaa kyaa jo kuchh kahye u;Thaataa huu;N ;xaffat khe;Nch ke jaataa huu;N rahtaa nahii;N dil phir aataa huu;N |
10 v; M01 |
{1182} |
kabhuu mile hai
so vuh yuu;N kih phir milaa nah kare;N kare hai aap'hii shikaayat kih ham gilah nah kare;N |
7 v; M25 |
{1183} |
shi((r kuchh mai;N
ne kahe baalo;N kii us ke yaad me;N so ;Gazal pa;Rhte phire hai;N log fai.zaabaad me;N |
7 v; M10; on v.3 see {1252,4} |
{1184} |
darvesho;N se to
un ne .zidde;N nikaaliyaa;N hai;N iidhar se hai;N du((aa))e;N uudhar se gaaliyaa;N hai;N |
11 v; M4; on v.8 see {1598,1} |
*{1185} |
raftagaa;N me;N
jahaa;N ke ham bhii hai;N saath us kaaravaa;N ke ham bhii hai;N |
11 v; M12; 1, 2, 4, 8, 9, 10; on v.3 see {1896,9} |
{1186} |
na))ii gardish
hai us kii har zamaa;N me;N ;xalal saa hai dimaa;G-e aasmaa;N me;N |
7 v; M2 1; on v.3 see {1750,4} |
{1187} |
te;G kii naubat
kab pahu;Nche hai apne jii ke ;Gaarat me;N ((aashiq-e zaar ko maar rakhe hai;N abruu kii ishaarat me;N |
7 v; M01 |
{1188} |
tirii palke;N chhubtii
na:zar me;N bhii hai;N yih kaa;N;Te kha;Takte jigar me;N bhii hai;N |
7 v; M23; on v.2 see {695,6}; on v.2 see {1579,4}; on v.7 see {892,5} |
{1189} |
nah kar shauq-kushto;N
se jaane kii baate;N nahii;N aatii;N kyaa tujh ko aane kii baate;N |
9 v; M22 |
{1190} |
kyaa karuu;N saudaa))ii
us kii zulf kii tadbiir mai;N :zill-e mamduud-e chaman me;N huu;N magar zanjiir mai;N |
7 v; M10 |
{1191} |
kahte hai;N kih
bahaar aa))ii gul phuul nikalte hai;N ham kunj-e qafas me;N hai;N dil siino;N me;N jalte hai;N |
9 v; M6 |
{1192} |
dil ((ajab jins-e
giraa;N qadr hai baazaar nahii;N de bahaar sahl jo dete hai;N ;xariidaar nahii;N |
7 v; M13; on v.4 see {1595,7} |
*{1193} |
chamaknaa barq
kaa kartaa hai kaar-e te;G hijraa;N me;N barasnaa me;Nh kaa daa;xil hai us bin tiir baaraa;N me;N |
11 v; M20; 5; on v.7 see {711,6} |
{1194} |
thaa shauq mujhe :taalib-e diidaar
hu))aa mai;N so aa))inah saa .suurat-e diivaar hu))aa mai;N |
10 v; M7; on v.3 see {887,2}; on v.3 see {1584,4}; on v.5 see {897,4}; on v.6 see {897,7} |
{1195} |
jalaa az-bas tumhaare
:taur se ai jaamah-zebaa;N huu;N bharosaa kyaa hai meraa mai;N chiraa;G-e zer-e daamaa;N huu;N |
7 v; M20 |
{1196} |
((ishq vuh ;xaan-maa;N-;xaraab
hai miyaa;N jis se dil aag-o-chashm aab hai miyaa;N |
11 v; M12 |
{1197} |
giriftah-dil huu;N
sar-e irtibaa:t mujh ko nahii;N kisuu se shahr me;N kuchh i;xtilaa:t mujh ko nahii;N |
5 v; M25 |
*{1198} |
josh-e ;Gam u;Thne
se ik aa;Ndhii chalii aatii hai myaa;N ;xaak sii mu;Nh par mire us vaqt u;R jaatii hai myaa;N |
9 v; M10; 9; on v.1 see {1201,6} |
{1199} |
chingaariyaa;N
gire hai;N jab palke;N haltiyaa;N hai;N rone se tab to merii kuchh aa;Nkhe;N jaltiyaa;N hai;N |
5 v; M4; on v.3 see {777,9} |
*{1200} |
bahaar aa))ii khile gul phuul shaayad baa;G-o-.sa;hraa me;N jhalak sii maartii hai kuchh siyaahii daa;G-e saudaa me;N |
7 v; M20; 1, 2, 7; on v.4 see {602,11} |
== on to
{1201} - {1225} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |