# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1276} - {1300} == |
||
{1301} |
kariih ul-shakl
hai))at aan kar aisii nahii;N dekhii kih .suurat aasmaa;N kii dekh kar mai;N ne zamii;N dekhii |
7 v; M20 |
{1302} |
din fa.sl-e gul
ke ab ke bhii jaate hai;N baa))o se dil daa;G ho rahaa hai chaman ke sabhaa))o se |
5 v; M5 |
{1303} |
kyaa chaal nikaalii
hai kih jo dekhye so mar jaa))e bhaichak ko))ii rah jaa))e ko))ii jii se gu;zar jaa))e |
12 v; M7 |
{1304} |
buto;N ke jurm-e
ulfat par hame;N zajr-o-malaamat hai musalmaa;N bhii ;xudaa lagtii nahii;N kahte qiyaamat hai |
5 v; M20 |
{1305} |
;xudaa kare mire
dil ko ;Tuk ik qaraar aave kih zindagii to karuu;N jab talak kih yaar aave |
7 v; M25; on v.5 see {1799,7}; on v.7 see {1818,9} |
{1306} |
nikle hai jii kaa
rastah aavaaz kii rukan se aazurdah ho nah bulbul jaate hai;N ham chaman se |
7 v; M4 |
{1307} |
ka((be ke dar pah
the ham yaa dair me;N dar aa))e aavaragii to dekho kiidhar se kiidhar aa))e |
5 v; M4; on v.5 see {892,5} |
{1308} |
qa.sr-o-makaan-o-manzil
eko;N ko sab jagah hai eko;N ko jaa nahii;N hai dunyaa ((ajab jagah hai |
5 v; M4; on v.4 see {429,2} |
{1309} |
dil kii biimaarii
se :taaqat :taaq hai zindagaanii ab to karnaa shaaq hai |
9 v; M11 |
{1310} |
baat kyaa aadmii
kii ban aa))ii aasmaa;N se zamiin napvaa))ii |
9 v; M12 |
{1311} |
dast-bastah kaam
naa;xun kar ga))e sab ;xaraasho;N hii se jib'he bhar ga))e |
7 v; M11 |
4 == diivaan-e chahaarum
== aa |
||
*{1312} |
kartaa huu;N all;aah
all;aah darvesh huu;N sadaa kaa sarmaayah-e tavakkul yaa;N naam hai ;xudaa kaa |
11 v; M4; 6, 7, 8, 11 |
*{1313} |
vaajib kaa ho nah
mumkin ma.sdar .sifat ;sanaa kaa qudrat se us kii lab par naam aave hai ;xudaa kaa |
7 v; M4; 1, 2; on v.5 see {1504,2} |
*{1314} |
qi.s.sah kahe;N
to kyaa kahe;N milne kii raat kaa pahro;N chuvaa))o un ne rakhaa baat baat kaa |
10 v; M5; 9 |
{1315} |
tajaahul ta;Gaaful
tasaahul kiyaa hu))aa kaam mushkil tavakkul kiyaa |
7 v; M23; on v.3 see {2,5} |
{1316} |
raftah-e ((ishq
kyaa huu;N mai;N ab kaa jaa chukaa huu;N jahaan se kab kaa |
7 v; M12; on v.7 see SRF's article; on v.7 see {266,2}; on v.7 see {602,11}; on v.7 see {1768,6} |
*{1317} |
mai;N jo na:zar
se us kii gayaa to vuh sar-garm-e kaar apnaa kahne lagaa chupkaa saa ho kar haa))e dare;G shikaar apnaa |
7 v; M01; 1, 4, 7 |
*{1318} |
ay kaash mire sar
par ik baar vuh aa jaataa ;Thahraa))o saa ho jaataa yuu;N jii nah chalaa jaataa |
9 v; M6; 1, 2 |
*{1319} |
mastaanah agarchih
mai;N :taa((at ko lagaa jaataa par ba((d-e namaaz u;Th kar mai-;xaanah chalaa jaataa |
9 v; M6; 9; on v.6 see {1318,1} |
*{1320} |
yih dil ne kyaa
kiyaa kih asiir-e balaa kiyaa us zulf-e pur-shikan ne mujhe mubtalaa kiyaa |
5 v; M5; 2 |
{1321} |
ghar par se tire
ab ke jaa))uu;Ngaa to jaa))uu;Ngaa yaa;N phir agar aa))uu;Ngaa sayyid nah kahaa))uu;Ngaa |
5 v; M6; on v.1 see {1341,2} |
{1322} |
diivaanagii me;N
majnuu;N mere ;hu.zuur kyaa thaa la;Rkaa saa un dino;N thaa un ko shu((uur kyaa thaa |
5 v; M4 |
*{1323} |
dil ko gul kahte
hai;N dard-o-;Gam se murjhaayaa gayaa jii ko mihmaa;N sunte the mihmaan saa aayaa gayaa |
7 v; M10; 7 |
{1324} |
ham mast-e ((ishq
jis ke the vuh ruu;Th kar gayaa dekh us ko be-dimaa;G nashah sab utar gayaa |
3 v; M5 |
*{1325} |
shaayad jigar ;haraarat-e
((ishqii se jal gayaa kul dard-e dil kahaa so miraa mu;Nh abal gaya |
10 v; M5; 2, 3, 10; on v.6 see {950,5} |
== on to
{1326} - {1350} == |