# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{401} - {425} == |
||
{426} |
juz jurm-e ((ishq
ko))ii bhii ;saabit kiyaa gunaah naa-;haq hamaarii jaan lii achchhe ho vaah vaah |
10 v; M5; on v.3 see {509,3} |
{427} |
kahte hai;N u;R
bhii ga))e jal ke par-e parvaanah kuchh sunii so;xtagaa;N tum ;xabar-e parvaanah |
5 v; M13; on v.4 see G{81,3} |
*{428} |
ham se kuchh aage
zamaane me;N hu))aa kyaa kyaa kuchh to bhii ham ;Gaafilo;N ne aa ke kiyaa kyaa kyaa kuchh |
14 v; M13; 14; trans.; on v.8 see {1044,6} |
*{429} |
kyaa muvaafiq ho
davaa ((ishq ke biimaar ke saath jii hii jaate na:zar aa))e hai;N us aazaar ke saath |
11 v; M13; 1, 2, 4, 7, 8 |
{430} |
dil samajhtaa hii
nahii;N hamaaraa aah zulf us kii hai ek maar-e siyaah |
1 v; M12 |
1 == diivaan-e avval
== ii |
||
*{431} |
dil ko taskiin
nahii;N ashk-e damaadam se bhii us zamaane me;N ga))ii hai barakat ;Gam se bhii |
7 v; M13; 7 |
{432} |
taab-e dil .sarf-e
judaa))ii ho chukii ya((nii :taaqat aazmaa))ii ho chukii |
7 v; M11; on v.2 see {121,7} |
{433} |
aa;xir hamaarii
;xaak bhii barbaad ho ga))ii us kii havaa me;N ham pah to bedaad ho ga))ii |
3 v; M5 |
{434} |
yih chashm aa))inah-daar-e
ruu thii kisuu kii na:zar us :taraf bhii kabhuu thii kisuu kii |
7 v; M22 |
*{435} |
hai ;Gazal miir
yih shifaa))ii kii ham ne bhii :tab((a-aazmaa))ii kii |
7 v; M12; 2; on v.4 see G{154,4}; on v.5 see {435,2}; on v.6 see {299,13}; on v.7 see {375,1} |
{436} |
aah merii zabaan
par aa))ii yih balaa aasmaan par aa))ii |
8 v; M12 |
{437} |
baat shikve kii
ham ne gaah nah kii balkih dii jaan aur aah nah kii |
5 v; M12 |
*{438} |
kal miir ne kyaa
kyaa kii mai ke liye betaabii aa;xir ko girah rakkhaa sajjadah-e mi;hraabii |
9 v; M6; 4; on v.3 see {1239,4}; on v.3 see {1896,9} |
{439} |
hame;N aamad-e
miir kal bhaa ga))ii :tara;h us me;N majnuu;N kii sab paa ga))ii |
9 v; M23 |
{440} |
yaksuu kushaadah
ruu))ii par chii;N nahii;N jabii;N bhii ham chho;Rii mihr us kii kaash us ko hove kii;N bhii |
11 v; M4 |
*{441} |
ga))ii chhaa))o;N
us te;G kii sar se jab kii jale dhuup me;N yaa;N talak ham kih tab kii |
9 v; M22; 7; on v.9 see {617,1} |
{442} |
kaise qadam se
us kii galii me;N .sabaa ga))ii yuu;N phuu;Nk kar ke ;xaak mirii sab u;Raa ga))ii |
5 v; M5 |
{443} |
;xabar nah thii
tujhe kyaa mere dil kii :taaqat kii nigaah-e chashm udhar tuu ne kii qiyaamat kii |
7 v; M25; on v.7 see {106,11} |
{444} |
fikr hai maah ke
jo shahr-e badar karne kii hai sazaa tujh pah yih gustaa;x na:zar karne kii |
8 v; M13 |
{445} |
;xaraabii kuchh
nah puuchho malkat-e dil kii ((imaarat kii ;Gamo;N ne aaj kal sunyo vuh aabaadii hii ;Gaarat kii |
7 v; M20 |
{446} |
mai;N ne jo bekasaanah
majlis me;N jaan kho))ii sar par mire kha;Rii ho sab sham((a zor ro))ii |
7 v; M4; on v.7 see {544,1}; on v.7 see {757,3} |
{447} |
alam se yaa;N ta))ii;N
mai;N mushq-e naa-tavaanii kii kih merii jaan ne tan par mire giraanii kii |
7 v; M25 |
{448} |
laa-((ilaajii se
jo rahtii hai mujhe aavaaragii kiijiye kyaa miir .saa;hib bandagii be-chaaragii |
5 v; M10 |
{449} |
gesuu se us ke
mai;N ne kyuu;N aa;Nkh jaa lagaa))ii jo apne achchhe jii ko aisii balaa lagaa))ii |
7 v; M4; on v.2 see {64,7}; on v.7 see {722,10} |
{450} |
do din se kuchh
banii thii so phir shab biga;R ga))ii .su;hbat hamaarii yaar se be-;Dhab biga;R ga))ii |
5 v; M5; on v.5 see {887,5}; on v.5 see {1496,4}; on v.5 see {1574,1} |
== on to
{451} - {475} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|