# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{451} - {475} == |
||
{476} |
ga))e jii se chhuu;Te
buto;N kii jafaa se tahii baat ham chaahte the ;xudaa se |
10 v; M22 |
{477} |
rihaa honaa nahii;N
imkaan un tarkiib-vaalo;N se kih bal de baa;Ndhte hai;N pech pag;Rii ke bhii baalo;N se |
9 v; M20 |
{478} |
kubko;N ne terii
chaal jo dekhii ;Thi;Thak ga))e dil saakinaan-e baa;G ke tujh se a;Tak ga))e |
7 v; M5 |
{479} |
zindagii hotii
hai apnii ;Gam ke maare dekhiye muu;Nd lii;N aa;Nkhe;N idhar se tum ne pyaare dekhiye |
9 v; M10 |
*{480} |
kis :taur hame;N
ko))ii farebandah lubhaa le aa;xir hai;N tirii aa;Nkho;N ke ham dekhne-vaale |
9 v; M7; 1, 4, 6; on v.3 see {122,9} |
*{481} |
bah rang-e buu-e
gul us baa;G ke ham aashnaa hote kih hamraah-e .sabaa ;Tuk sair karte phir havaa hote |
7 v; M20; 1, 2, 4, 6 |
*{482} |
chaman yaar teraa
havaa-;xvaah hai gul ik dil hai jis me;N tirii chaah hai |
9 v; M23; 1, 2, 3 |
*{483} |
;Dhab hai;N tere
se baa;G me;N gul ke buu ga))ii kuchh dimaa;G me;N gul ke |
5 v; M12; 1, 2, 3; trans. |
*{484} |
((ishq me;N ne
;xauf-o-;xa:tar chaahiye jaan ke dene ko jigar chaahiye |
9 v; M18; 1, 7, 9 |
*{485} |
hastii apnii ;habaab
kii sii hai yih numaa))ish saraab kii sii hai |
9 v; M12; 1, 3, 9; all verses discussed comprehensively by FWP; trans. |
{486} |
sham((a .sifat
jab kabhuu mar jaa))e;Nge saath liye daa;G-e jigar jaa))e;Nge |
5 v; M18 |
{487} |
ab jo ik ;hasrat-e
javaanii hai ((umr-e raftah kii yih nishaanii hai |
8 v; M12; on v.4 see {431,7} |
{488} |
qiyaamat hai;N
yih chaspaa;N jaame vaale gulo;N ne jin kii ;xaa:tir ;xirqe ;Daale |
9 v; M21 |
{489} |
ab :zulm hai us
;xaa:tir taa ;Gair bhalaa maane pas ham nah buraa maane;N to kaun buraa maane |
5 v; M6 |
*{490} |
dil ke ma((muure
kii mat kar fikr fur.sat chaahiye aise viiraane ke ab basne ko muddat chaahiye |
7 v; M10; 1, 2, 3, 5; v.5 was omitted from the Mahfuz kulliyaat , 2003 ed.; the 2013 ed. has been corrected to include it |
{491} |
be-yaar shahr dil
kaa viiraan ho rahaa hai dikhlaa))ii de jahaa;N tak maidaan ho rahaa hai |
9 v; M4; on v.1 see {60,8} |
{492} |
terii galii se
jab ham ((azm-e safar kare;Nge har har qadam ke uupar patthar jigar kare;Nge |
9 v; M4; on v.9 see {509,9} |
{493} |
aa;Nkhe;N la;Raa
la;Raa kar kab tak lagaa rakhe;Nge us parde hi mai;N ;xuubaa;N ham ko sulaa rakhe;Nge |
9 v; M4 |
{494} |
tujh se do chaar
hogaa jo ko))ii raah jaate phir ((umr chaahiyegii us ko bah ;haal aate |
9 v; M4 |
{495} |
ho ((aajiz kih
jism us qadar zor se nah niklaa kabhuu ((uhdah-e mor se |
7 v; M23 |
*{496} |
mat ho ma;Gruur
ai kih tujh me;N zor hai yaa;N sulaimaa;N ke muqaabil mor hai |
7 v; M11; 6 |
{497} |
;Gair se ab yaar
huvvaa chaahiye multajii naa-chaar huvvaa chaahiye |
10 v; M18 |
{498} |
yaa;N sar-kashaa;N
jo .saa;hib-e taaj-o-livaa hu))e paamaal ho ga))e to nah jaanaa kih kyaa hu))e |
5 v; M5 |
{499} |
us asiirii ke nah
ko))ii ai .sabaa paale pa;Re ik na:zar gul dekhne ke bhii hame;N laale pa;Re |
7 v; M10 |
*{500} |
ranj khe;Nche the
daa;G khaa))e the dil ne .sadme ba;Re u;Thaa))e the |
7 v; M12; 2 |
== on to
{501} - {525} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|