# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{476} - {500} == |
||
*{501} |
gire ba;hr-e balaa
mizhgaan-e tar se nigaahe;N u;Th ga))ii;N :tuufaan par se |
1 v; M21; 1; on the relationship between {501} and {502} see {501,1} |
*{502} |
hame;N ;Gash aa
gayaa thaa vuh badan dekh ba;Rii kalval ;Talii hai jaan par se |
4 v; M21; 3, 4; on the relationship between {501} and {502} see {501,1} |
{503} |
;xuub hai ai abr
ik shab aa))o baa-ham ro))iye par nah utnaa bhii kih ;Duube shahr kam kam ro))iye |
7 v; M10 |
{504} |
niilaa nahii;N
sipihr tujhe ishtibaah hai duud-e jigar se mere yih chhat sab siyaah hai |
5 v; M5; on v.1 see G{62,8} |
{505} |
nahii;N vuh qaid-e
ulfat me;N giriftaarii ko kyaa jaane takalluf bar :taraf be-mihr hai yaarii ko kyaa jaane |
7 v; M20 |
{506} |
josh-e dil aa))e
baham diidah-e giryaan hu))e kitne ik ashk hu))e jam((a kih :tuufaan hu))e |
8 v; M13; on v.3 see {553,4}; on v.7 see {100,7}; on v.8 see {1741,3} |
{507} |
yaa rab ko))ii
ho ((ishq kaa biimaar nah hove mar jaa))e vale us ko yih aazaar nah hove |
12 v; M7; on v.5 see {96,6} |
*{508} |
burqa(( ko u;Thaa
chahre se vuh but agar aave all;aah kii qudrat kaa tamaashaa na:zar aave |
10 v; M7; 2, 3; forms a 'double-ghazal' with {509}; on v.10 see {84,4} |
*{509} |
jab naam tiraa
liijiye tab chashm bhar aave us zindagii karne ko kahaa;N se jigar aave |
11 v; M7; 1, 3, 7, 9; forms a 'double-ghazal' with {508} |
{510} |
lagvaa))e pathre
aur buraa bhii kahaa kiye tum ne ;huquuq dostii ke sab adaa kiye |
9 v; M5 |
{511} |
karuu;N jo aah
zamiin-o-zamaan jal jaave sipihr-e niilii kaa yih saa))ibaan jal jaave |
9 v; M25 |
{512} |
gu;zaar-e ;xvush-nigaahaa;N jis me;N hai meraa bayaabaa;N hai savaad-e barr-e majnuu;N to charaagaah-e ;Gazaalaa;N hai |
5 v; M20; on v.2 see G{166,1} |
{513} |
apnaa shi((aar
puuchho to mihrbaa;N vafaa hai par us ke jii me;N ham se kyaa jaaniye kih kyaa hai |
11 v; M4; on v.6 see {39,3}; on v.6 see {71,3} |
{514} |
;haram ko jaa))iye
yaa der me;N basar kariye tirii talaash me;N ik dil kidhar kidhar kariye |
7 v; M25; on v.2 see {509,1} |
{515} |
mashhuur chaman
me;N tirii gul-pairahanii hai qurbaa;N tire har ((a.zv pah naazuk-badanii hai |
10 v; M7 |
{516} |
ab kar ke faraamosh
to naa-shaad karoge par ham jo nah ho;Nge to bahut yaad karoge |
6 v; M7; on v.6 see {482,2} |
*{517} |
;xvush sar-anjaam
the ve jald jo hushyaar hu))e ham to ai ham-nafasaa;N der ;xabar-daar hu))e |
9 v; M13; 9; trans. |
*{518} |
tiraa ai naa-tavaanii
jo ko))ii ((aalam me;N rusvaa hai tavaanaa))ii kaa mu;Nh dekhaa nahii;N un ne kih kaisaa hai |
7 v; M20; 3 |
{519} |
gu;zaar-e abr ab
bhii jab kabhuu iidhar ko hotaa hai hamaarii bekasii par zaar baaraa;N der rotaa hai |
9 v; M20 |
{520} |
ham to us ke :zulm
se ham-dam chale rah sake hai tuu to rah yaa;N ham chale |
7 v; M11 |
{521} |
;Gair ne ham ko
;zib;h kiyaa nah :taaqat hai ne yaaraa hai us kutte ne kar ke dilerii .said-e ;haram ko maaraa hai |
7 v; M01; on v.7 see {545,1} |
{522} |
band-e qabaa ko
;xuubaa;N jis vaqt vaa kare;Nge ;xamyaazah-kash jo ho;Nge milne ke kyaa kare;Nge |
10 v; M4; trans.; on v.4 see {605,1} |
{523} |
ham hu))e tum hu))e
kih miir hu))e us kii zulfo;N ke sab asiir hu))e |
9 v; M12; on v.9 see {471,7} |
{524} |
tavajjuh terii
ai ;hairat mirii aa;Nkho;N pah kyaa kam hai jo mai;N har ik mizhah dekhuu;N kih yih tar hai kih yih nam hai |
4 v; M20 |
{525} |
jab kih pahluu
se yaar u;Thtaa hai dard-e be-i;xtiyaar u;Thtaa hai |
3 v; M12; on v.3 see {70,9} |
== on to
{526} - {550} == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org --
|