#
First verse of the ghazal
Notes
 
 
{1876}
kuchh nah kī un ne jis ko chāhā hai
jūñ tūñ apnā kiyā nibāhā hai

3 v; M12
{1877}
ʿishq meñ ham ne jāñ-kanī kī hai
kyā muḥabbat ne dushmanī kī hai
7 v; M12; on v.3 see {203,1}
{1878}
maiñ hūñ to hai darmiyāñ shamsher hai
safk-e dam meñ mere ab kyā der hai

9 v; M11; on v.2 see {74,9}; on v.2 see {1800,4}; on v.9 see {601,7}
{1879}
jo junūn-o-ʿishq kī tadbīr hai
so nah yāñ shamshīr ne zanjīr hai

14 v; M11
{1880}
dil ġham se ḳhūñ huʾā to bas ab zindagī huʾī
jān-e umīd-vār se sharmindagī huʾī

5 v; M5; on v.4 see {957,7}; main rhyme seems to be andagī , with indagī secondary
{1881}
yār ne ham se be-adāʾī kī
vaṣl kī rāt meñ laṛāʾī kī

14 v; M12
*{1882}
zamīñ aur hai āsmāñ aur hai
tab ānaṅ faʾānaṅ samāñ aur hai

5 v; M23; all five verses
{1883}
kaho to kab taʾīñ yūñ sāth tere pyār rahe
kih dekhā jab tujhe tab jī ko mār mār rahe

10 v; M25; on v.3 see {724,2}; on v.5 see {1370,2}
{1884}
be-lut̤f-e yār ham ko kuchh āsrā nahīñ hai
so koʾī din jo hai to phir sāl'hā nahīñ hai

9 v; M4; on v.5 see {1239,4}; on v.6 see {1750,4}
{1885}
lākhoñ falak kī āñkheñ sab muñd gaʾīñ udhar se
nikle nah nā-umīdī kyūñ-kar mirī naz̤ar se
12 v; M4; on v.2 see {1283,3}; on v.9 see {669,2}
*{1886}
kāfir butoñ se mil ke musalmān kyā rahe
ho muḳhtalit̤ jo un se to īmān kyā rahe

7 v; M5; 4; on v.6 see {1886,4}
{1887 }
vuh ab huʾā hai itnā kih jaur-o-jafā kare
afsos hai jo ʿumr nah merī vafā kare

10 v; M5; on v.1 see {435,2}
{1888}
muddat se to diloñ kī mulāqāt bhī gaʾī
z̤āhir kā pās thā so mudārāt bhī gaʾī

6 v; M5
{1889}
gul ne bahut kahā kih chaman se nah jāʾiye
gul-gasht ko jo āʾiye āñkhoñ pah āʾiye

9 v; M5; on v.1 see {1370,2}; on v.2 see {1370,2}; on v.3 see {1746,8}; on v.6 see {595,8}
{1890}
le ʿishq meñ gaʾe dil-e pur apnī jān se
ḳhālī huʾā jahāñ jo gaʾe ham jahān se

9 v; M5
*{1891}
kaho so karye ʿilāj apnā t̤apīdan-e dil balā-e jāñ hai
nah shab ko muhlat nah din ko furṣat damādam āñkhoñ se ḳhūñ ravāñ hai

7 v; M24; 4
{1892}
sar-e rāh chand intiz̤ārī rahe
bhalā kab talak be-qarārī rahe

11 v; M23
{1893}
kyā muñh lage guloñ ke shiguftah dimāġh hai
phūlā phire hai murġh-e chaman bāġh bāġh hai

9 v; M5
{1894}
:tabīʿat ne ʿajab kal yih adā kī
kih sārī rāt vaḥshat hī rahā kī
15 v; M21; on v.4 see {867,8}
{1895}
ham rah rah ke dard-e dil-e dīvānah kaheñge
jī meñ hai kaho ḥāl-e ġharībānah kaheñge
7 v; M7
*{1896}
muddat pā-e chinār rahe haiñ muddat gulḳhan-tābī kī
barsoñ huʾe haiñ ghar se nikle ʿishq ne ḳhānah-ḳharābī kī

10 v; M01; 1, 6, 9 ; on v.4 see {435,2}
{1897}
ḳham huʾā qad kamāñ sā pīr huʾe
so ham us ke nishān tīr huʾe

9 v; M12; on v.8 see {84,4}
{1898}
āʾo kabhū to pās hamāre bhī nāz se
karnā sulūk ḳhūb hai ahl-e niyāz se

9 v; M5; on v.7 see {226,6}; on v.7 see {736,8}; on v.7 see {977,5}; on v.9 see {977,7}
{1899}
rashk-e shamshīr abrū kā ḳham hai
tīr-o-nashtar se kyā palak kam hai

7 v; M12
{1900}
jo log āsmāñ ne yāñ ḳhāk kar uṛāʾe
be-ʿibratoñ ne le kar ḳhāk un kī ghar banāʾe

7 v; M4; on v.1 see {1903,8}
 

 
-- urdu script -- devanagari -- diacritics -- plain roman -- more information --