# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{1876} - {1900} == |
||
{1901} |
ham kabhuu ;Gam
se aah karte the aasmaa;N tak siyaah karte the |
6 v; M12 |
{1902} |
ve siyah-muu))ii-o-giriftaarii duzd ;Gamzo;N kii vaisii ((aayaarii |
10 v; M12 |
*{1903} |
jam((a-afganii
se un ne tarkash kiye hai;N ;xaalii kis martabe me;N hogii siino;N kii ;xastah-;haalii |
10 v; M4; 1, 3, 8; on v.4 see {584,3}; on v.5 see {1526,4}; on v.10 see {101,7} |
{1904} |
dostii ne to hamaarii
jaa;N-gudaazii ;xuub kii aah us dushman ne yih ((aashiq-navaazii ;xuub kii |
7 v; M10; on v.5 see {226,6}; on v.5 see {435,2}; on v.5 see {977,5}; on v.5 see {1337,2}; on v.6 see {1916,5} |
{1905} |
ay ((ishq-e be-mu;haabaa
tuu ne to jaan maare ;Tuk ;husn kii :taraf ho kyaa kyaa javaan maare |
1 v; M4 |
{1906} |
:taa))ir-fareb
kitnaa hai vuh shikaar-peshah mur;Gaan-e baa;G saare goyaa hai;N us ke maare |
1 v; M4 |
{1907} |
us su;xan-ras se
agar shab kii mulaaqaat rahe baat rah jaa))e nah yih din rahe;N ne raat rahe |
7 v; M13; on v.2 see {471,3}; on v.2 see {1781,4} |
{1908} |
kyaa ((ishq-e be-mu;haabaa
suthraa))o kar rahaa hai maidaa;N bizan-gaho;N ke kushto;N se bhar rahaa hai |
10 v; M4 |
{1909} |
kyaa :tara;h hai
yaa;N jo aa))e ho to sharmaa))e hu))e baat ma;xfii kahte ho ;Gu.s.se se jha;Njhlaa))e hu))e |
7 v; M10 |
{1910} |
char;x par apnaa
madaar dekhiye kab tak rahe aisii :tara;h rozgaar dekhiye kab tak rahe |
10 v; M16; on v.6 see {1913,2} |
{1911} |
falak karne ke
qaabil aasmaa;N hai kih yih piiraanah-sar jaahil javaa;N hai |
9 v; M21; on v.2 see {1807,2} |
{1912} |
ham rahn-e baadah
jaamah-e i;hraam kar chuke mastii kii dair me;N qasm-e aqsaam kar chuke |
7 v; M5 |
*{1913} |
((ishq kyaa ko))ii
i;xtiyaar kare vuhii jii maare jis ko pyaar kare |
7 v; M12; 2; on v.5 see {1853x,2} |
{1914} |
sab kaam sau;Np
us ko jo kuchh kaam bhii chale jap naam us kaa .sub;h ko taa naam bhii chale |
7 v; M5 |
{1915} |
ab dasht-e ((ishq
me;N hai;N batang aa))e jaan se aa;Nkhe;N hamaarii lag rahii hai;N aasmaan se |
10 v; M5; on v.3 see {452,2} |
*{1916} |
gulbarg sii zabaa;N
se bulbul ne kyaa fu;Gaa;N kii sab jaise u;R ga))ii hai rangiinii gulsitaa;N kii |
8 v; M4; 5; on v.2 see {1768,3} |
== THE END == |
-- GHAZAL INDEX
-- radif index -- sitemap
-- Mir index page -- full ghazal texts from rekhta.org -- |