# |
First verse of the ghazal |
Notes |
== back to
{76} - {100} == |
||
*{101} |
dair-o-;haram se
gu;zre ab dil hai ghar hamaaraa hai ;xatm is aable par sair-o-safar hamaaraa |
12 v; M4; 1, 4, 7, 9; on v.6 see {1094,11} |
*{102} |
;Gam rahaa jab
tak kih dam me;N dam rahaa dil ke jaane kaa nihaayat ;Gam rahaa |
9 v; M11; 3; trans.; on v.2 see G{9,2}; on v.2 see {101,7}; on v.7 see {15,1} |
*{103} |
chorii me;N dil
kii vuh hunar kar gayaa dekhte hii aa;Nkho;N me;N ghar kar gayaa |
7 v; M18; 7; on v.1 see {74,1} |
*{104} |
vaa;N vuh to ghar
se apne pii kar sharaab niklaa yaa;N sharm se ((araq me;N ;Duub aaftaab niklaa |
10 v; M4; 2 |
{105} |
daamaan-e koh me;N
jo mai;N ;Daa;Rh maar royaa ik abr vaa;N se u;Th kar be-i;xtiyaar royaa |
5 v; M4 |
*{106} |
us chahre kii ;xuubii
se ((aba;s gul ko jataayaa yih kaun shiguufah saa chaman-zaar me;N laayaa |
11 v; M7; 1, 4, 8, 11 |
*{107} |
dil jo zer-e ;Gubaar
ak;sar thaa kuchh mizaaj un dino;N mukaddar thaa |
16 v; M12; 1, 3, 4, 6; on v.8 see {60,8}; on v.8 see {1079,6} |
*{108} |
teraa ru;x-e mu;xa:t:ta:t
qur))aan hai hamaaraa bosah bhii le;N to kyaa hai iimaan hai hamaaraa |
15 v; M4; 1, 3, 6, 10; on v.4 see {213,2}; |
*{109} |
kyaa mu.siibat-zadah
dil maa))il-e aazaar nah thaa kaun-se dard-o-sitam kaa yih :taraf-daar nah thaa |
8 v; M13; 1, 2, 3, 4, 8 |
{110} |
jii apnaa mai;N
ne tere liye ;xvaar ho diyaa aa;xir ko just-juu ne tirii mujh ko kho diyaa |
4 v; M5; on v.3 see {100,5} |
*{111} |
;xa:t mu;Nh pah
aa))e jaanaa;N ;xuubii pah jaan degaa naa-chaar ((aashiqo;N ko ru;x.sat ka paan degaa |
9 v; M4; 3 |
{112} |
hotaa hai yaa;N
jahaa;N me;N har roz-o-shab tamaashaa dekhaa jo ;xuub to hai dunyaa ((ajab tamaashaa |
4 v; M4 |
{113} |
kal chaman me;N
gul-o-saman dekhaa aaj dekhaa to baa;G-ban dekhaa |
7 v; M12 |
*{114} |
judaa jo pahluu
se vuh dilbar-e yagaanah hu))aa tapish kii yaa;N ta))ii;N dil ne kih dard-e shaanah hu))aa |
5 v; M25; 1 |
*{115} |
kyaa din the ve
kih yaa;N bhii dil-e aaramiidah thaa ruu aashiyaan-e :taa))ir-e rang-e pariidah thaa |
9 v; M5; 1, 3, 4, 7, 8 |
{116} |
ka;srat-e daa;G
se dil rashk-e gulistaa;N nah hu))aa meraa dil ;xvaah jo kuchh thaa vuh kabhuu yaa;N nah hu))aa |
8 v; M13 |
{117} |
tere qadam se jaa
lagii jis pah miraa hai sar lagaa go kih mire hii ;xuun kii dast-giriftah ho ;hinaa |
9 v; M19; on v.8 see G{161,7} |
{118} |
qaabuu ;xizaa;N
se .zu((f kaa gulshan me;N ban gayaa dosh-e havaa pah rang-e gul-o-yaasman gayaa |
7 v; M5; on v.1 see {1001,9} |
{119} |
la;xt-e jigar to
apne yak la;xt ro chukaa thaa ashk-e faqa:t kaa jhamkaa aa;Nkho;N se lag rahaa thaa |
14 v; M4 |
*{120} |
sar-e daur-e falak
bhii dekhuu;N apne ruubaruu ;Tuu;Taa kih sang-e mu;htasib se paa-e ;xum dast-e sabuu ;Tuu;Taa |
6 v; M20; 2 |
*{121} |
aa;Nkho;N me;N
jii miraa hai idhar yaar dekhnaa ((aashiq kaa apne aa;xirii diidaar dekhnaa |
10 v; M5; 1, 2, 6, 7 |
*{122} |
;Gala:t hai ((ishq
me;N ai buu al-havas andeshah raa;hat kaa rivaaj us mulk me;N hai dard-o-daa;G-o-ranj-o-kulfat kaa |
9 v; M20; 1, 2, 3, 9; trans. |
{123} |
jo is shor se miir
rotaa rahegaa to hamsaayah kaahe ko sotaa rahegaa |
7 v; M22; trans. |
*{124} |
na))ii :tarzo;N
se mai-;xaane me;N rang-e mai jhalaktaa thaa gulaabii rotii thii vaa;N jaam ha;Ns ha;Ns kar chhalaktaa thaa |
3 v; M20; 2 |
{125} |
tujh se har aan
mire paas kaa aanaa hii gayaa kyaa gilah kiije ;Gara.z ab vuh zamaanaa hii gayaa |
5 v; M13 |
== on to
{126} - {150} == |